You are on page 1of 2

11.

Talabul ilmi farizatun ala kulli muslimiw wa


1. Naumus subhati yam na’ur rizqa. muslimah
Tarjuma: Subah ke waqt Ka sona rizq ko rokta Tarjuma: ilm ko haasil karna har musalmaan mard
hai. aur aurat par farz hai.
Translation: Sleeping in the morning prevents Translation: Seeking knowledge is mandatory on
sustenance. every muslim.
12. Al haya’o minal iemaan.
2. Assalaamu qablal kalaam. Tarjuma: Haya Iemaan ka juz hai
Tarjuma: Baat karne se pehle Salaam kiya karo. Translation: Modesty is the part of Iemaan .
Translation: Do Salaam before you speak.
13. Tanazafu fa innal islama nazeefun.
3. Attahooru shatrul Iemaan. Tarjuma: Saaf suthre raho kyunki islaam saaf
Tarjuma: Paaki aadha Iemaan hai. suthra mazhab hai
Translation: Be clean, Indeed Islaam is a clean and
Translation: Cleanliness is half part of the
tidy religion.
Iemaan.
14. Al jannatu tahta aqdaamil ummahaat.
4. lwuzoo’o miftaahus salaah. Tarjuma: Maa k qadmoon ke niche jannat hai.
Tarjuma:Wazu namaaz ki kunji hai. Translation: The Paradise is beneath the mothers feet.
Translation: Ablution is the key of salaath. 15. Alwaalidu ausatu abvaabil jannah.
Tarjuma: Baap jannat ke darwaazon mein beech ka
5. Assalatu imaaduddin. darwaaza hai.
Tarjuma: Namaz deen ka sutoon hai. Translation: Father is the central door among the
Translation: Salah is the pillar of religion. doors of Paradise .

6. Ad du’aa-o mukkhul ibaadah. 16. Al ammu waaldun alkhalatu waalidah.


Tarjuma: Duaa ibaadat ka maghz hai. Tarjuma: Chacha ka martabah baap ke barabar hai
Translation: Duaa is the cream of worship. aur khaala ka martaba maa k barabar hai.
Translation: The status of paternal uncle is equal
to the status of father. Maternal aunt`s status is
7. Afzalul ibaadati Qiraa’atul Qur‘aan.
equal to the status of mother.
Tarjuma: Qur‘aan ki tilaawat behtareen ibaadat
hai. 17. Liljaari haqq.
Translation: Recitation of the holy Quraan is the Tarjuma: Padosi ka bhi haq hai.
best worship. Translation: The right of neighbor is also there.
18. Falaisa minna mallam yu aqqir kabeerana.
8. Akrimul khubz.
Tarjuma: Jo badon ki izzat nahi karta wo ham
Tarjuma: Roti ki izzat karo. musalmaano me se nahi.
Translation: Respect the bread. Translation: A person who doesn`t respect elders,
he is not from among us.
9. Al aklu fissooqi danaa’ah
Tarjuma: Baazaaron mein khana halke pan ki 19. Al muslimu akhul muslim.
nishani hai. Tarjuma: Ek musalmaan dusre musalmaan ka
Translation: Eating food in the market is an act bhaai hai.
of cheapness. Translation: Every muslim is a brother of every
other muslim.
10. Ishrabul ma'a a’yunakum. 20. Al kalimatut tayyibatu sadaqah.
Tarjuma: Pani dek kar piya karo. Tarjuma: Achi baat karna neki hai.
Translation: Look into the water before drinking. Translation: Polite speach is also charity.
21. Mam baza jafa 31. Al gheebatu ashaddu minal qatl.
Tarjuma: Jisne badzabaani ki usne zulm kiya. Tarjuma: Gheebat qatal se badhkar hai.
Translation: who used abuse language he is not Translation: Backbiting is worse than killing
among us. (someone).
22. Husnul khulqi nisfuddeen. 32. La yadkhulul jannata khatat.
Tarjuma: Khush khulqi aadha deen hai. Tarjuma: Chughal khor jannat mein dakhil na
Translation: Good characters are half the deen. hoga
Translation: Backbiter will not enter the
23. Malla yarhamu la yurham. paradise.
Tarjuma: Jo rehem nahi karta uspar rehem nahi
kiya jaata 33. An nasru ma'as sabr.
Translation: Who doesn’t do mercy, on him also Tarjuma: Sabr ke saath Allah ki madad hoti hai.
mercy is not done. Translation: Help of Allaah is with patience.
24. Khairul maalil afw. 34. Al amaanatu izz
Tarjuma: Ma’aaf karna badi daulat hai. Tarjuma: Amaanatdaari izzat ka sabab hai
Translation: Forgiving is the best wealth. Translation: Honesty is the source of Honour.
25. Man takabbara wazahullaah. 35. Al iddatu deen.
Tarjuma: Jo guroor karta hai Allaah ta’aala usko Tarjuma: Vaada kharz ke barabar hai.
giraadetein hain. Translation: Promise is equal to credit.
Translation: One who does proudness Allaah
almighty make him to fall. 36. Al jannatu daarul ashkhiyaa.
Tarjuma: Jannat sakhi logo ka ghar hai.
26. Man tawa za'a lillaahi rafa’ahullah. Translation: The paradise is the house of
Tarjuma: Jo Allaah ta’aala ke waaste aajizi beneficent people.
ekhtiyaar karta hai Allah ta’aala usko buland
karte hain. 37. Ash'shaheehu layadkhulul jannah.
Translation: Who practices humility for the sake Tarjuma: Jannat mein dakhil na hoga bakheel.
of Allaah , Allaah will make him high. Translation: Miser will not enter the paradise.

27. Kasratuz zihuki tumeetul qalb. 38. Tarkul ashaa’ee mahramah.


Tarjuma: Zyaada hasi dil ko murda karti hai. Tarjuma: Raat mein bhooka sona kamzor karta
Translation: Laughing more will make the heart dead. hai
Translation: Not having dinner will cause
28. Qulil afwa wa in kaana murrah. weakness.
Tarjuma: Sach baat kaho agar che wo kadwi
maloom ho. 39. Kama tadeenu tudaan.
Translation: Speak the truth even if it is bitter. Tarjuma: Jaisa karoge waisa bharoge.
Translation: You will be rewarded according to
29. Al kizbu yanqusur rizq. your deed
Tarjuma: Jhoot rizq ko ghata deta hai.
Translation: Telling lie decreases the sustenance. 40. Tawazz’a warkhud.
Tarjuma: Baawazu soya karo.
30. ljtanibul gazab. Translation: Sleep with wuzoo
Tarjuma: Gusse se parhez karo.
Translation: Abstain yourself from anger.

You might also like