You are on page 1of 2

Mojza mola mushkil kusha ki kahani

Mola mushkil kusha ki kahani in english.

Hazrat Ali (A.S) Dec 20, 2013 Moula Hazrat Ameer Ul Momineen Ali A.S Ka Mojza Kisi Pe Koi Mushkil Ho Koi Musibat Ho Wo Yeh Manat Man Lay K Meri Mushkil Hal Ho Jaye Mein Ameer UI Momineen Ali a.s Ka Mojza Suno ga Jub Apki Mushkil Door Ho Jaye Tou Ap Yeh Mojza Parh Lein Or Meethay Par Niyaaz dilaein. Niyaaz Dayne Ka Tareqa->3
Baar Awal Or Akhir Daroor Parhein 3 bar surah Qulho wala parhein Surh Fateha Parhein Ina Anzalna Dua Parhein Phir Apni HAjat Bayaan kr k niyaz dilaein.

MOJZA-> Kisi Shehr Me Aik Ghareeb Lakarh hara (wood Cutter) Rehta tha Har Rooz Jungle Jata Lakriyan katta Or Sheher Mein Lata, Laa Kr farokht krta Or Bacho ka pait palta, Aik rozz lakriyan nahe farokht huein raat Ho Gai Khyaal kia, K Khaali khaat kese gher jaoun? Bachay bhook se baykarar hongay Inki baychani dekh kr or sadma hoga Behter
hai k raat ishee jaga jungle me basar kro Suba ko lakriyan farokht kr k gher jaonga Iska Bayaan yeh hai k mein jungle me he reh gya, nisf shaab ko (aadhi raat ko Aik sawar moo par nikaab dalay kiblay ki tarf se namodaar howa Or meri halat daryaft ki or mujh par shafqat farma kr kaha 5paise ata kiyeh or farmaya in paiso se sheerni khaareed kr
Moula e mushkil khusha ki nazar dein Khuda Wand Kareem Iski barkat se Tere aflas (gurbat) door kr dayga Lakarh'haray ne wo paise khush ho kr rakh liyeh is waqt is par ghanood'ghee taari hui phir ankh khooli Lakarh haray ne wo paise khush ho kr rakh liyeh is waqt is par ghanood'ghee taari hui phir ankh khooli tou kya dekha k apne gher me
khara hai or lakriyoun ka ghataa sehen me para hai isne apni biwi ko uthya or raat ki tamam kaifeeyat bayaan ki , or kaha ameer Ul momineen Mushkil khusha k naam ki niyaz dilwane ka intayzaam kro phir dono miyan biwi ne ghusal kr k fatayha k liyeh sheerni mangai, or hazrat ameer ul momineen ki niyaaz day kr kud bhi khya or bacho ko bhi
khilaya is rooz iski lakriyoun ka ghataa dungni keemat me farokht howa dosray rooz lakarh'hara apni addat k mutabik jungle me gya aik khushq (dry) darkht dekha Bismillah keh kr Kulharhi ka aik hath mara tou wo Shikasta hogya Dosri Zarb YA ALI keh kr mari tou wo darkht jarh samit gir para or uski jarh se aik khazana zahir howa lakarh hara ushay
dekh kr boht khush howa or sajda e shukr baja laya phir is me se chand aasharfiyan lay kr bazaar gya khane peenay ki cheezein lay kr gher gya dosray roooz gher walo ko lay kr is darkht k pass aya ishee jungle ko khareed kr wahan aik khoobsurat or aaali-shaan mehal banwaya Or ja baja musafir khane tameer karwaye lunger khane jari kiyeh or boht
se mulazimo ko inki dekh bhaal par mukarar kia aik din is shehr ka hakim Shikar ki gharz se is jungle ki tarf aa nikla usay boht piyaas lagri thi khidmat gharo ko pani laanay ka hukam dia itafakan aik mulazim ka guzar is lakarh haray k mehal ki tarf howa hakim k mulzim ne wahan k admio se pani talab kia unho ne aik surahi or piayala dia wo lay kr
hakim k pas aye isne pani pia magar intahai taajub se surahi or piala dekha phir apne mulazim se poocha k is jungle me yeh nafees surahi or yeh khush gawar piiala dekha phir apne mulazim se poocha k is jungle me yeh nafees surahi or yeh khush gawar pani kahan se aya ?
mulazim ne kaha hazooor aik saal pehly aik lakarh haray ne jungle me shehr basaya ha or apna mehaal banwaya ha jaga jaga musafir khane banwaye musafiro ghareebo mohtajo hajat mando ko mala'maal krdia or yeh pani surahee piayala me wahee se laya ho hakim ko bari hayrat hui kaha humne tou is jungle me kabhi kisi basti ka nihsaan tak nahe
deka is hakim ne hukam dia lakarh haray ko usko ahelo ayaal k sath hazir kro iskay humarhio ne hakim ko smjhaya k asay naik admi ko youn talab kr munasib nahe gharz wo hakim apni dolaat sarah ko wapis aya or tamam wardaat apne bayghum se bayaan ki bayghum ne lakarh;haray ki biwi ko bulwane ki khuwahish ki hakim ne dono ko bulaya
lakarh'haray ne hakim or iski biwi ko asharfiyan dein hakim ne in dono ko apne sath rakhne ki khuwahish ki or iskay pass khushi khushi rehne lagay aik rooz bayghum ne hamam jatay howay apna haar apne gaalay se utaar kr khoonthi parh latkaya or lakarh;hary ki biwi ko hifazatk liyeh kaha khuda ki shaan wo khoonthi wo haar nighal gai or wo
hayraat se dekhti rahi hakim ki biwi ne hamam se farigh ho kr haar ko na paya to is se poocha mera haar kahan ha ?

usne jo dekha wo keh dia hakim ki biwi ko yakeen na aya apne shohar se shikayat ki isne lakarh'hary or iski zoa'ja ko kaid kr dia ishee haal me dono aik saal tak rahy aik raat phir wohee sawar niqaab posh tashreef laye poocha aye lakarh'haray kya tu ameer ul momineen hazrat ali a.s ki niyaaz dilata tha ? dono ne arz ki nahe sawar ne kaha yehi sabab
hai k tum dono is sabab me giraftar howay moula ali ne ‫ ﺗﺎ‬1‫ﯽ )ر‬

‫ﺎﺠﻧﺰ‬Read
‫ﺴﺢﻼمﻃﺎﻣﻟﻌﻘ‬
more
‫ﺻﺎﻟ‬
‫ ﺑﯽﻦ اﻟ‬Categories
‫ﯽﻠ‬
‫ﻢﻠﻋ‬
‫ﭽﮭﮐﯿﺎﺮﻇاﻋ‬
‫ﯽ‬
ٰ ‫ﮏﺳﻣ‬
‫ﻮ‬Islamic
‫ﻣﺎﮟم اﯾﻣ‬
‫ت اﻣﯿ‬
‫ن‬Stories,
‫ﻀﻘﺮﺎ‬
‫ﻃﺎﻟ‬
‫شﺰ ر ﺣ‬
‫ﺠ‬Urdu
‫(ﻣﻌ‬ Hazrat Ali (A.S) is the solution to every problem, miracles of Hazrat Ali (A.S) are written here. If … Read more Categories Islamic Stories, Urdu

You might also like