You are on page 1of 10

Get full article here- http://sapfullform.

com/personality-development-tips-for-
students-in-hindi-language-pdf-download/

Top 30- personality development tips

goals ko achieve kaise kare?


sabse pehle un goals ko jinhe app achieve karna chahte hai. unko ek page par likh lijiye. agarr
apko pata nahi app life me kya chate ho toh app apni life me kuch nahi pa sakoge. abb apne
mind me ke baat hamesha dhayan rakhna. ki jo goals app set karne jaa rahe ho wo achiivable orh
sensible hone chahia. orh koi unrealistic goals set karne ka koi fayeda hi nahi hota. appke sabse
important goals ko app list me sabse pehle number par likhe. iss tarha apka page par goals likhne
par app apne goals ki priorities decide kar payenge.

Get full article here- http://sapfullform.com/personality-development-tips-for-


students-in-hindi-language-pdf-download/

1. logo me achai dhundiye – personlity development tips :


jab ham kisi se milte hai. toh ham apne maan me ek image bana lete hai uske liye. ye image
positive bhi ho sakti hai. orh negative bhi hos sakti hai. agar app apni personality develop karna
chahte hai. toh app jin logo se milte hai. unn sabhi ke man me apko ek positive image banane ki
jarurat hai. iske liye apko logo ki achai khojne ki jarurat hai. jaha tak muje pata hai. har insaan
me kuch na kuch achai hoti hai. bass apko wo sachai hi dundani hia. hame logo ke sath sanyam
baratna hoga. hame unki kisi kami or shorcoming se irrate hone ki bajaye. hame ye sochna
chahia agar ham uss condition me hote toh ham bhi ase hi react karte. isliye difference ko
sanyam se dekhiye. unse irritate nahi honi chahia.
ajkal insaan ka dusre insaan se viswaas uth gya hai. kyuki ajkal ki khabre jyatar negativity, chori,
dhoka – dhari, fraud se bhari hoti hai. ab me apse bas thoda trust karne ke liye keh raha hu. ase
me jais app ankh band kar ke trush nahi kar sakte. waise hi app ankh band karke kisi par
aavisvass bhi nahi kariye.
2. chehre par muskaan rakhiye – personlity development tips
in hindi :
ye ek best personality development tips hai jo students ke liye important hai. apko hamesa ek
smile rakhni chahia apne face par jabbhi app kisi se milo toh. yaha par ye baat bhi ajib hai app
smile kaise karege. kai baar app chahkar bhi smile nahi kar pate. kyuki apko kuch hasitation hoti
hia. ase me appko ase react karna chahia. jaise ki app apne freinds se milte hua react karte hia.
jaise app apne freinds se milte hai uss time apke chehre par smile atuomatically aati hai. bas app
bilkul thik samje. appko apne baki relative se milte hua bhi ek ase hi smile rakhni chahia. ha
kuch relative hote hai jinke samne nahi or kam smile karni chahia. but mostly relative ke samne
agar app smile karke baat karenge. toh apke anderr se ek positive energy nikalti hai. wo log bhi
apko pasand karne lagte hai.

3. naam rahe dhyan – personlity development tips in hindi:


kisi bi insaan ke liye uska naam bahut hi imortant hota hai. it mean jab bhi app kisi se baat kare
toh uska naam jarur le. yaha par ye baad dhyan rakhne ki hai ki agar wo insaan apse bada hai. toh
apko kuch respect ke sath kuch surffix lagana hoga. orh agar woo insaan apase chota hai. toh app
use asaani se naam pukar le sakte hai.
baar baar naam lene se samne wla bahut hi jyada important feel karta hai. orh uska dhyan apki
baato ki orh apne app badh jayega. mera ke friend tha. uski ek adaat thi ki wo kisi ka naam yaad
nahi rakh pat tah. actual me wo naam yaad rakhne ki koshis hi nahi karta tha. par jab usne ye
personality development tips pade. toh usee naam yaad karne ka important ka pata chala. abb
usne iss baat ko dhyan me rakhte hua naam yaad karne ki kosis karne chalu kar di.

4. dusro ke interest se related baat kijiye – personlity


development tips in hindi :
agar me ek baat puchu apse. ki apse kiss baat ko jyada pasand karenge 1. wo insaan jo apke
matlab ki baat karta hai. . orh wo insaan apne matlab ki baat kare. i know, app pehle option hi
choose karenge. ajkall sab log apni bare me baat karna jyada pasand karte hai.
example: me asa hu, muje asa karna pasand hai. muje ye.. acha lagta hai, me ye ..karta hu.
ase me jab app logo ka interest pehle rakhenge. orh puchenge ki apko kya acha lagta hai, apko
kya pasand hai, app kya karte hai. ase quetion puchene se apke samne wala insaan kush ho
jayega. orh apko pasand karne lagega. jaha tak muje pata hai ek ek aam admin bhi cricketer,
actors ki tarha audience chahta hai. orh jab app ek aam admi ki audience bante hai toh app uske
liye kuch kaas ban jate hai.
5. become a good listener – personlity development tips in
hindi :
jaise ki hamne apko bataya tha ki hamko dusro ke interest se related baat karni chahia. isii baat
ko app agar detail me samjhe toh ye apko ek good listener banne ke liye bolti hai. jaise ki app
puchogo. ki appko kya pasand hai. app kya karte ho. ye sab baate iliye nahi puchanhi. ki jaldi se
jab wo apni baat khatam kare. toh app start kar de.
ye personality development tips in hindi best hai. apko samne wale ko baat karne ka mooka dena
chahia. orh sath hi apko uski baat dhyan se sunte hua. bich bich e kuch rlated quetions bhi puch
lene chahia
for example: agar app apne relative se puche li apko kya karna acha lagta hai. wo bole ki muje
gumna bahut pasand hai. ase me app usse related quetion puch sakte hia. ki apko kaha kaha
gumna pasnd hai. apki favorite hand out place kon sa hai. etc. apko ek acha listener banna hoga.
hamare des me ek ache listenr ki demand kabhi kam nhi hoti. toh app iss baat ko dhyan me rakte
hue app ek ache listener bane. orh dekhiye apki demand kaise badhti jati hai.

6. tone and body language par rakhe dhayan – personlity


development tips for students in hindi language:
app kya bolte hai ye itna important nahi. ye jyada important hai ki app kaise bolte hai. for
example : apse koi galti ho gai hai. orh app samne wale insaan ko gusse me sorry bolte hai. ase
wo sorry kaam nahi karega. but app politely tone me sorry bolte hai. toh appke bolne ke tone se
usse lagega ki app real me sorry feel kar rahe hai.
isliye apko hamesha ek ache tone orh body language ka use karte hua baat karni chahia. yaha
par me ek baat orh clear karna chahuga. ki log personlity develoment ko english bolne se relate
kar lete hai. orh jaha tak muje pata hai agar pako achi english bolne ati hai. toh iska matlab ye
nahi ki appki personlity apne app achi ho jayegi.

7. dusro ki help karne ki koshish kariye – personlity


development tips for students in hindi :
ye ek best personality development tips me se ek hai. jisme apko bas dusro ki jitni ho sake help
karne ki koshish karni chahia. kai baar apko pata hota hai ki app dusre insaan ki help kar sakte
hai. but appko koi fayda nahi ho raha hota. toh app sochte hai ki uski help kyu karu. par kya apko
pata hai. wo ek choti si help uss insssan ke liye kitni useful ho sakti hai. wo apke bare me
positive sochne lagne lagta hai. orh uski najar me apki value orh badh jati hai. but ek baat ka
dhayan rakhia. apne important kaam ko chodkar dusro ki help na hi kare toh thik hai. appko
dekhna hoga ki apka koi important kaam toh nahi hia. agar appke pass free time hai. toh app
asani se dusro ki help karke apni personality ko develop kar sakte hai.

8. apni dress up orh appearance par dhyan de – personlity


development tips for students in hindi language :
jaise ki apne suna hi hoga. ki first impresttion is last impretion. apke body ka first impretion apke
chehre par padta hai. fir apki body par padta hai. jaha tak ho sake apko apne face ko saaf suthra
rakhna chahia. apko time time par hair cut or shaving karwani chahia. ap me face ka dyan rakhne
ke liye bol rha hu. iska ye matlab nahi ki app bar bar beuty parlor ke chakkar katre raho. me bass
apke personal saf safai orh dress up ke bare me bata raha hu. apko situation ke hisab se bhi dress
up hona chahia.
for example: agarr app kisi party me jaa rahe hai toh apko party wear clothes hi pehankar jane
chahia. agar app asa nahi karenge toh apki personality kuch kamm dikh sakti hai. dusre logo ke
comparison me.

9. kis chiz ki tariff kare hai khojiye – personlity development


tips in hindi :
jaha tak muje pata hai. har insaan apni tariff sunna pasand karta hai. chahe me pani baat karu or
apki baat karu. sabko tariff sunna pasand hota hai. toh app dusro ki tariff karke unki dil me jagha
bana sakte hai. ye ek best personality development tips hai jisme apko bass. iss baat ka dhyan
rakna hoga ki apko kya tarif karni hai. aabb baat rahi ki app kya tariff kare. toh me apko ek baat
batna chahta hu. har insaan me kuch na kuch special. toh hota hi hai jiski app tariff kar sakte hai.
yaha par app insaan ke alawa dusari chiz jaise ki uske ghar ki, garden, uske clothes etc ki bhi
tariff kar sakte hai.
toh ab apko ye upar diye gaye. personality development tips ka use kaise karna hai taki apki
personality jaldi develop ho sake?
apko ye sari personality devlopment tips ko bari bari se practice karni chahia. pehle app pura
personlity development tips ka article pade. fir apko jo point acha lage. wo point app dhyan me
rakhte hue app baat kar sakte hai. aggar app ye tips dhayan me rakte hai. toh app asaani se ek
achi personality ke maalik ban sakoge.
personality development tips in hindi 10 :
Koi bhi indaan perfect nahi hota hia. Bass apko apni kamio ko pehchana hoga. Mene dekha hai
ki kuch log hote hia. Jo apni kamio ko batane me sharm nahi karte hai. Wo unhe sudharne me
bisvass karte hai. Na ki chuparn me, wahi dusre log inhe chupate hia. As wo log jo apni
shortcoming chopate hia. Wo apni personality develop karne me successful nahi reh pate. App
inn personality development tips ko use karte hua. Apni personaliyt ko improve kar sakte hai.

personality development tips for students in hindi 11 :


Sabse pehle apni shortcoming or comio ke puri list banaye : apko sabse pehle apne bare me
sochna hoga. Apko apse behtar orh koi janta. Ase me app apni kamio ko bhi achi tarha jante
honge. Appko bas ek page par apni sari kamio ko likhna hoga. Asa karne se apko pata chal
jayega ki apnki kya kya shortcomings hai. Iss tarha app ek ek karke apni shortcoming ko dur kar
sakte hia. App panikamio ko

personality development tips for men in hindi 12 :


Apne app ko master banaye : appko apni personality ko improve karne ke liye apne app ko
master banana badega. I mean jab bhi app koi galti kare. Toh apne app me chupe master ko
samne laye. Wo apko apki galti ka ehsas dilate hua. Wo sab point bata dega jisska app use karte
hue. Apni personality develoment kar sakte hai. ye personality development tips us men (aadmi)
ke liye best hai. jo apni galtio ko chupate hai orh apni mistakes ko accept nahi karte.

personality development tips in hindi 13 :


Jista ho sake samne wale ki ankho me akhe dal ke baat kare. Ye personality develoment tips ka
best tips hai. Jisme apko bass iss baat ka dhyan rakhna hai. Ki jab bhi app apne relative or
employee se baat kate. Toh app akho me akhe dal kar baat kare isse apki personaliyt improve
hoti hai. Ase me jab app akh milakar baat karte hia toh apka confidence show hota hia. Orh ye
personality develoment tips ka ek best point me se 1 hai.
personality development tips 14 :
Jab bhi app apne relative ke ghar jaye. Toh kuch na kuch lekar jarur jaye. Example app kele or
aam karidhkar le jaa sakte hai. Ab aap soch rahe honge ki iss baat se personaliyt develoment tips
me kya connection hai. Actually ye personality improve karne ka ek best tarika hai. Jisme app
agar apne relative ke liye kuch karid kar use offer kare toh. Wo bahut hi kush ho jata hai. Next
time jab ap fir uske ghar kuch lekar jate hai. Toh usse orh jayda acha lagata hai. Use lagta hai ki
app ek ache insaan hai. Koi bhukad nahi hai jo baar baar aaa jate hai ghar par kaha khane ke liye.

personality development tips in hindi 15 :


Abb me jo personality develoment tips batane jaa rha hu. wo students, men, women, working
employees, businessman, hoouswifes, sabi ke liye important hai. App jab bhi kisi se baat kare.
Toh appko apni body language kar bahut hi dhyan rakhna chahia.
For example: aggar app kahi party me jaa rahe hai. But appke chehre se lag raha hai app kush
nahi hai. Toh ye apki personality ko down kar sakti hai. Sabko pata chal jayega ki app kush nahi
hai. Orh sab apke bare me negative sochna suru kar denge. Ki app kisi ki kushio se jalte hai.

hindi personality development tips 16 :


Apko pata hai ki appke bethne ka tarika bhi apki personality ko show karta hia. Ji hai agar app
thik se bethe hue nahhi hai. Toh appki personality kharb lagti hai. Apko hamesha ye baat dhyan
me rakhni chahia kii. Hamesha sidhi back karke bethe. Orh hatho ko thik position me rakhe. Ye
bethane ki personaliyt development tips apne dhayan suni na ho. Parr jaha tak personality
develoment tips ki bat hai ye ek unique point hai. Jo appko hame dhayan me rakhna chahiia.

personality development tips in hindi language 17 :


Apne khane kare ka tarika bhi apki personality development tips ka part hai. Apko pata hai
appko kaise khana kana chahia. Apka eating habit apki personalyt ko show kar sakti hai. Ki appp
kaise hai. Apki mansikta kya hai. App kitne educated hai. Jaise ki apne dekha hi hoga jyadatar
village me rehne wale log hath se daal chawan khate hai. Isse pata chalta hai ki wo village se hai.
Par wohi village me rehne wala insaan agar city me aa jaye. Orh city me aakar naukari karne
shuru kar de. Orh yaha ke tor tarike sikh le. Toh app hath se kahne ke bajaye. Wo kahna spoon
se khayega. App ye uskii personaliyt me improvement dekh saktte hai. Matra khana kane ke
tarike me badlaw se. uski puri personaliy badal gai.
personality development tips in hindi 18 :
App kya bote ho orh kaise bolte ho. Ye bolte ka tarika personality develoment tips ka 1 part hai.
Jisme apko iss baat par dhyan dena hai. Ki aap apni baat ko kaise rakhte hai. Ye personality
development tips ka best point hai. Bas apko apne baat karne ka andazzz badalna hai. Orh iss
thode se changes se app apni puri personality improve kar sakte hai.
For example: agarr appke ek employee ne time par kaam pura nahi kiya. Toh app use gusse se
bolenge ki ajj tumko ye kaam karke hi ghar jana hai. Ase me use apka ye behave bada hi rude
lagega. Ye apki personality par negative effect dalta hai. Gusse me datne ki bajaye agar app use
ye bol de ki ye kaam bahut hi important hai. Appse jitna ho sake thik hai. Baki app muje forward
kar denga me ajj iss pura kar ke hi ghar jaunga. Iss tarha bolne se wo employee bahut hi
sarminda mehsus karega. Orh wo kaam pura karke hi ghar jayega. Apko orh kuch kehne ki
jarurat bhi nahi padegi. Orh ako personality par koi negative efect bhi nahi padega.

personality development tips in hindi 19 :


kabhi apne baare me dinge maat maro. jo log apne baare medinge marte hai. unki personality par
negative effect padta hai. app kitna hi succesful ho jaye par apne bare kabhi dinge mar maro. ye
personality development ka best tips hai. jaha apko apne baar me kamse kaam baat karni hogi.
ase me bass apko normal barkar rehena hoga. hamesha dusre logo ko importance dene ki koshi
kare. app agar samne wale insaan ko important denge toh. app assani se apni personality develop
kar sakte hai ye tips apke liye speciall hai.

personality development tips for students in hindi language 20 :


Personality development karne ka best tips ye hai. Ki app un logo ko follow kare jinki
personality achi hai. I mean app apne life me apna koi ideal banaiye. Taki app unki achhi aadate
follow kar sake. App unki choti se choti habit ko apnane ki koshish kar sakte hai. Kyuki wo
insaan apka adarsh hai toh app jaldi hi bina kisi sankoch ke. Unki habits ko asani se follow kar
sakenge.
Ek achi personality devlopment karne ke top
best tips:
app ajj soch rahe hai ki bahut time ho gaya hai. mene apni personality develoment ke bare me
socha nahi. ha muje pata hai ajjkal insaan apni jobs orh ghar ke bich hi fas kar reh gaya hai. uska
pura time inss sab ko handle karne me hi nikal jata hai. ase me apni personality development ke
bare me soche bhi kaise. orh agar soch bhi liya toh use time nikalna padega. par apko pata hai ki
app in top best personality development tips ka use karke apni personality ko develop kar sakte
hai. bass apko apni rojan ki life me se bas 15 minut dene hai in tips ko. app inn personality
development tips ko pdf me bhi download kar sakte hai. taki app baad me apne mobile se unhe
pad sake. app it personality develoment articles ko copy karke apne mobile me bhi save kar sakte
hai.

What is a good personality?


Ek insaan ki wyaktitv orh aadto ko vyakt karne wali vichar ko personality bolte hai.

Apne goals, time management par concentrate kariye-


personality development tips in hindi 21 :
apko aggar apne personality development karni hai toh ye tips apke liye bade kaam aa sakte hai.
apne apni life me sabse pehle ek goals se karna hoga. app kya banna chahte hai. agar appko apni
life ka ek goal set kar le toh. app uske liye planning kar sakte hai. ap apne goal ko set karne ke
baad apni time manangement par dhyan rak sakte hai. personality develoment karne ke liye apko
apne time ka managment karna bahut hi jaruri hai. app apne time ko manage kaise kare? iss
sawaal ka jabab apko kahii nahi milega. agarr apne apna time manage karna hai. toh appko time
table banane ki jarurat hogi.

Self confidence increase kare- personality development tips in


hindi 22 :
agar apko apni personality development karni hai toh apko ye tips. dyan me rakhani hogi ki app
apna self confidence badana hoga. apka confidence asa honga chhahai ki app koi kaam karne me
kabhi daro nahi. chahe koi bhi kaam ho apko asa asa confidence show karna chahia. ki app uss
kaam ko easily kar sakte hai. app asa confidence show karna chahia. jisska app use karte hue app
apni success ki sidi jadh sakte hai.
Apne mind ka sahi istimal kare – personality development tips
in hindi 23:
ye best personality development tips hai jisme apko apne mind ka sahi istimal karna hai. apko
apne vicharo orh emotion ko sahi tarike se istimal kare. apko apne mind ko iss had tak develop
karna hoga. ki apke samne koi bhi problem aaye toh app ghabraye nahi. app har problem ko
easily solve kar sake. apko apne mind par pura bharosa rakhna chahia. ki app apne sath ane wale
kisi bhi problems ko solve kar sakte hai.

Loyal orh honest bane – personality development tips in hindi 24 :


personality development tips me se best tips ye hai ki apko jitna ho sakte loyal orh honest hona
chahia. loyalty bhi ek gun hai personality ko develop karne ka. agar apke anderr sachhai hai. toh
wo samne wale insaan ko jarur dikhege. sacchai me wo takat hai. jo haar insaan ko upaar uta
degi hai. app sachai ke daam par koi bhi mokaam haasil kar sakte ho.

Dusre logo ko like karne ki koshis kare – personality development tips in hindi 25:
hamesh dusre logo ko pasand karne ki koshis kare. app dusre log ko attention dekar bhi apni
likeness show kar sakte hai. apko unki baat ko dhyan se sunna chahia. apko ek good listner
banna hoga. app ek acha listner banke hi apni personality ko develop kar sakte hai. ye tips apke
liye best tips hai.

Apne galtio ko svikar kare – personality development tips in hindi 26 :


personality develoment karne ka sabse basic tips ye hai. ki appko apni galitio or mistakes ko
accept karna ana chahia. apni galitio ko kabhi najarandaz nahi kijiye. balki unko accept kijiye.
asa karne se app wo mistakes future me fir nahi karoge. iss tarha apki personality develop ho
jayegi. orh app ek ache insaan ban jayenge.

Ache dikhane ki koshish kare – personality development tips in hindi 27:


apki personality develoment tips ka ek point ye bhi hai ki app ache dikhe. bethte hua hamesha
sidhe bethe. appko bolte hue sahi gesture ka use karna chahia. iske alawa app hamesh apni saaf
safai par dhyan rakhe. hamesha clean shave me rahe. apne nails cutting time time par kijiye. orh
dressing style ke liye latest fation ko follow kare.
Apne daar or chintao ko control kare – personality development tips in hindi 28 :
apni daar orh chintao ko control me rakhe. thabhi app apni personality ko develop kar kakte hai.
appko apne chitao ko mitane ke liye kuch new ideas dundane chahia. app apni har worries or
chinta ho pane himmat se dur kar sakte ho. app ye yaad rakhe ki jiwan me koi problem itni badi
nahi hoti. ki app uska solution na kar paye.

You might also like