You are on page 1of 3

Step execution

Scene 1:

T1: bhai idhar aa mein ne time machine ka ijad kr liya hai

T2: ruk aa rha hu

T1: jaldi aja ye ijad humari zindagi badal sakti hai T2: (comes in lab) hn? Tu kya bol rhi thi

T1: abe bhai mein ne time machine ko ijad kr diya hai T2: ahsaan tera, par tujhe kaise pata keh ye sahi se
kam krti hai?

T1: tu hai na testing keh liye T2: nhi nhi nhi nhi nhi! Me koi testing krne keh liya apni zindagi ko risk par

Nhi laga ne wala hu samajh gai na. T1: abe yar soch hume apne sare sawalat ke jawab mil sakte hain just
take

A leap of faith. (Humble tone and soft pitch)

T2: oh no no no you come with me in the machine

T1: hm, ok I will lead the way.

T2: tou phir nek kam mein deri kaisi (Machine appears)

T1: ab bas hum ko jana hai aur personalities pe info le kr jitni jaldi ho sake utni jaldi wapas ana hai

Scene 2:

(enter arabia)
T2 bhai gajab! Itna bara!!!!

T1: kia?!

T2: arab bhai arab

T1: acha (sigh of relief)

(walking)

Announcer: wala wala Habibi Kaaba par jhagra hoti jo agla banda Kaaba mein jati wo us problem ko solve
krti

T1: excuse me

Announcer: ji?

Kaaba mein kis chiz ka jhagra hua hai

Anno: Jannat se pathar aati us ko laga ne ka jhagra hoti (chilate hue)

Wo dekhti problem ko solve krne ke liye sadiq al amin aati ab hume koi

Pareshaani nhi hoti. (Time machine activates)

Scene 3

(Enter museum)

Guide: aaye aj mein aap ki kya madad kr sakti hun?


T1: mujhe bas is antique ke bare mein janna hai

Guide: ji zaroor. Hazrat abu bakr ne jab quran ko pehli bar compile kiya tha tou us ki original copy bibi
hafsa ke pas rakhwai thi jis ko musaf-e-hafsa ke naam se jana jata hai aur aj aap ke samne wo original
copy rakhi hui hai aur isi copy ko dekh kr hazrat usman ne quran ki aik singular form ko compile kiya tha

T1: shukriya, agr waqt ne ijazat di tou phir milen ge khuda hafis.

(Guide and T1 exits) (T2 enter streets)

(People protesting)

T2: aap log ye kya kr rhe hain?

Local: hum hazrat abu bakr ke khilaf protest kr rhe hain

You might also like