You are on page 1of 3

CPA markieting Kia hai?

CPA ka matlab COST PER ACTION hota hai.

CPA markieting ki offers ki kitni kasam ki hoti hain?


CPA markieting 4 kasam ki hoti hain

CPL (COST PER LEAD)

PPL (PAY PER LEAD)

CPS (COST PER SALE)

REVENUE SHARE

CPL kia hia?


CPL ka matlb ager koi company apni kisi product ya services ya logo etc kush bhi logo tak puhchana
chahti hai to apni offer CPA Networks me dal deti hain aur wahan se hum jaise CPA markieters woh offer
ko ke link ko logon tak puhcante hain aur ager wonh log hamare link se us offer ko cpmpleter kerte hain
to hum ko paise milte hain in offers ki price different hoti hai maslan hume kisi offer ka 0.5$ bhi mil sakta
hai aur kisi offer ka hume 10$ bhi mil sakte hain.

PPL kia hai?


PPL Bhi CPL ki tarah hi hai.

CPS kia hia?


CPS mai do tarah ki product ho sakti hain "waight loose product" aur "beauty product" age koi company
new product launch karti hai to unhe apne product ki trial sale kerni perti hai take woh produt ka logo ko
pata chal skae kai woh kaise hain aur phir after trail woh product ki saling shuru ker dete hain woh trial
product logo tak puchane ka liye woh apni offers CPA networks per dal deti hain aur hum jaise CPA
markiters use logo tak puhnchte hai is mai hota kia hai logo ko in trial product ki payment nahi deni perti
sirf shipping maslan dilevery charges dene perte hain. aur agar koi humare diye gay is link ki wajah se us
offer ki shipping charges pay kerte hain to us ke hume paisay miltey hain.

REVENUE SHARE kia hain?


Revenue share mai app life time earing ker sakte hain maslan ager koi insurance company ya beema
company koi insurance offer kisi mehdood time tak deti hain to ager kisi ne apke diye gaye link se us offer
ko complete kia hain to us ke to ap ko paise mile gay hi lekin jab woh admi mehdood time k baad dobara
us offer ko revenue karwaie ga to dobar ap ko us k paise mile gaye.

CPA markieting ki offer logon tak kaise puhnchaie?

CPA markieting ki offers logon tak puhncane k do tariqe hain.


Free
· Social media

 Face book

 Whats app

 Tumbler

 Instagram

 Blog posting

Ager ap koi beauty health product ki offer ko promoter ker rahe ho to ap kisi beauty product
ki websites mai ja kera neeche coment mai apne link ko dal sakte shi

 SEO

Ager ap ki koi website hai to ap apni offers ko us per promote kar sakte ho jab kabhi log
us type ki offers ko search kare to ap ki website un k samne lazmi aye.

Paid
 PPC (Pay per click)

 PPV (Pay per view)

PPC
Yeh eik paid method hai is main ap face book ko paiay dete hai offer promote karne k liye aur who ap ki
offers ki promoting facebook k front per karti hain take face book open karne wale log ap ki offer ko dekh
sake aur ager interested ho to click ker sake.

PPV
Yeh bhi eik paid method hai jab bhi koi website open kare to automatic tab open hota hai yahi hoga is
mai ap ki offer websites per automatic open hogi new tab mai.

INCENTIVE TRAFFIC
Yeh kahi offers mai availabe company karti to ap ker sakte hai lekin jin offers main yeh availabe no ho
who nahi kar sakte ager kare ge toh ap ko suspend bhi kia ja sakta hai yeh kia hota hai ager ap ko koi
offer canada yar jis country mai promote karni ho to udhar ap ka friend ho to ap kus k zareiye kara sakte
hain kush plat form mai yeh services log sale karte hain aur ap un ko paisey de kar karwa sakte ho.

 Freelancer.com

 Fiverr.com
 Upwork.com

CPA OFFERS KI EXAMPLES


 PIN Submits

 Rigistration offers

 Download offer

THING TO AVOID FOR CPA MARKIETING


 VPN (Vertiual provide network)

 VPS (Vertiual provide server)

CPA Networks Payout Options


Har CPA network ki payment k option alg hote hain kush examples

 PAYPAL

 PAYONEER

 BANK TRASFER

CPA NETWORKS,OFFERS,PAYMENT OPTIONS FIND METHOD


https://www.offervault.com/ Check kitne CPA networks is waqt available hai aur un main konsi offer
chal rahi hai.

https://www.affpaying.com/ Check CPA Networks reviews, Payment methods, Minimum Payment


withdrwal, Maximum Payment withdrawl,

https://instapage.com/

You might also like