You are on page 1of 4

:

- 249

-



.


:
:
) 360 :(
: ,

: -
10 :









- 5761





:
:





Kya Nabi Alaihis Salam ne Allah ka deedar kia


(Roman Urdu) by Mohammad Imran Hussain Saifi
KYA NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE ALLAH TAALA KA DEEDAR KIYA HAI ??
HUMARE BICH EK AISA TABKA HAI JO MERAJ KAY TAALUQ SE KEHTA HAI KI NABI
SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE KHUDA KO NAHI DEKHA AUR IS PER NAI(NEW) NAI BAATE
LAATE HAI AUR YEH APNE AAPKO SABSE ZYADA PADHNE LIKHNE WALE MAANTE HAI AUR
BARELVI JO JAHIL KEHTE HAI JO KI YEH GALAT FEHMI HAI AUR ISKA EK NAMOONA INSHA
ALLAH ISI RISALE ME AAP SAB PADHEGE.
INKI PASANDIDA HADEES HAI BUKHARI KI JILD 3 HADEES 2234 SAFA NO. 234 AUR ENGLISH
KA HAWALA HAI BUKHARI::BOOK 93 :: VOLUME 9 :: HADITH 477
TARJUMA: HAZRAT MASRUQ NE HAZRAT AISHA SE SUNA KI JISNE KAHA NABI
SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE KHUDA KO DEKHA WOH JHUTA HAI
IS HADEES SE YEH BATANA CHAHTE HAI KI NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE ALLAH KO
NAHI DEKHA BALKI HAZRAT JIBRAEL KO DEKHA HAI MAGAR EK HADEES SE PURA AQEEDA
AAP NAHI BANAYA JAATA USKE LIYE WASIH MUTAALA KARNE KI ZARURAT HOTI HAI.
HUMARA MUTAALA KUCH IS TARAH HAI:
KYA ALLAH KO DEKHNA MUMKIN HAI??
AL JAWAAB : SURAH QAYAMAH AAYAT NO. 22-23
TARJUMA : ( ( ) )
( )
: KUCH MUH IS DIN TARITAAZAH HONGE , APNE RAB KO DEKHTE
SUBHAN ALLAH QURAN GAWAHI DETA HAI KI BANDE APNE RAB KO DEKHEGE BAAD
INTEQAAL KAY AUR ISI AAYAT KI TASHREEH ME EK HADEES IMAM BUKHARI NE LAI HAI
BUKHARI : KITABUT TAWHEED HADEES NO 2291
TARJUMA : IMAM BUKHARI = ABU OSAMA = AL AMASH = IMAM KHAYTAMA = ALI BIN HATIM
SE SUNA ALLAH KAY NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE IRSHAD FARMAYA TUM MESE
HAR KOI ANQAREEB APNE RAB SE KALAAM KAREGA,KAISE,KOI BICH ME TARJUMANI KARNE
WALA NAH I HOGA (YAANI DIRECT) AUR KOI PARDA BHI NAHI HOGA TUM APNE RAB SE BAAT
BHI KAROGE AUR DEEDAR BHI KAROGE BEHIJAB DEKHOGE.
IS HADEES KO
SUNAN ABU DAWOOD KITABUL SUNNAT JILD 2
SUNAN IBN MAAJAH JILD 1 SAFA 63
MUSANAD AHMED JILD 4 SAFA 360 PER BHI NAQAL KIYA HAI.
IS AAYAT SE AUR HADEES SE PATA CHALA KI ALLAH TAALA KO DEKHA JAYEGA AUR YEH
NAMUMKIN NAHI.
KYA NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE ALLAH KO DEKHA HAI ?
HADEES # 1
IMAM BUKHARI KITABUT TAUHEED JILD 3 BAAB NO. 1268 HADEES NO. 2364 PER HADEES
LIKHTE HAI :
TARJUMA: HAZRAT ANAS RADIALLATAALA ANHU SE RIWAYAT HAI PURA MERAJ KA
WAQYA BAYAN KIYAFIR LIKHTE NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE FARMAYA ME
SIDRATUL MUNTAHA TAK GAYA,TOH USE AAGE BADA AUR MENE JABBAR RABUL IZZAT KO
DEKHA BAHUT KAREEB SE YAHA TAK KAY DO KAMAN HAI BALKE USE BHI ZYADA KAREEB SE
DEKHA.
HADEES # 2
MUSLIM SHAREEF JILD 1BOOK 1, NUMBER 0342:
TARJUMA: HAZRAT ABDULLAH IBN SHAQIQ SE RIWAYAT HAI UNHONE APNE WALID HAZRAT
ABU ZARR SE PUCHA KI NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE APNE RAB KA DEEDAR KIYA
KYA ISKE MUTALIQ AAPNE RASUL ALLAH SALLALLAHUALAIHIWASALLAM SE KABHI
PUCHA,AGAR ME HOTA TOH PUCHTA,KEHTE HAI MERE BTE MAINE IS KAY BARE ME PEHLE HI

PUCH LIYA THA,NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE FARMAYA MENE APNE RAB KO DEKHA


KAY IS AALAM ME KI NOOR HI NOOR THA.
AB SAWAAL YEH HAI KI EK HI KITAAB ME 2 RIWAYAT AAGAI HAI TOH KISPER AMAL KARE ???
JAWAAB : JAB HAZRAT AISHA KI RIWAYAT DEKHI JAAAYE TOH SHURU YAHA SE HOGI : HAZRAT
E MASRUQ KEHTE HAI KI HAZRAT AISHA NE KAHA
HAZRAT MASRUQ KAUN HAI?? : HAZRAT ABDULLAH IBN MASOOD KAY SAHAB ZAADE HAI AUR
TABAI HAI.
JABKI HAZRAT AISHA RADIALLATAALA ANHA SAHABIYA HAI.
AUR HAZRAT MASRUQ KEHTE HAI MENE HAZRAT AISHA RADIALLATAALA ANHA SE SUNA KAY
AAP FARMATI HAI JO YEH KAHE KI RASUL ALLAH NE ALLAH TAALA KO DEKHA WOH JHUTA
HAI
YEH HADEES ME TABAI RIWAYAT KARRAHA HAI SAHABIYA SE AUR JIS BUKHARI KI HADEES PER
HUM AQEEDA BANA RAHE HAI USME HAZRAT ANAS BIN MALIK HAI JO SAHABI HAI AUR WOH
RIWAYAT KARTE HAI NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE KAHA YAANI YAHA SAHABI
RIWAYAT KARRAHA HAI NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM SE TOH JO HAZRAT ANAS BIN
MALIK KI RIWAYAT HAI WOH ZYADA MUSTANAD HOGAI HAZRAT AISHA KI HADEES SE.
AB DUSRI TARAH BHI SAMAJTE HAI KI YAHA HAZRAT AISHA RADIALLATAALA ANHA APNI RAI
BATA RAHI HAI AUR YAHA NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE KHUD FARMAYA DIYA KI
MENE DEKHA HAI KEHNE WALI ZAAT RASUL KI HAI TOH QAUL E RASUL MAANA JAYEGA ISKE
MUQABLE ME SAHABI KA QAUL NAHI.
AUR YEH AQEEDA HUMARA AAJ KA NAHI BALKI BAHUT PURANA HAI IMAM IBN HAJAR
ASQALANI RAHIMULLAH NE APNI KITAB FATAH UL BARI SHARAH SAHI BUKHARI JILD 8 SAFA
494 ME IMAM AHMED BIN HAMBAL KA QAUL IS HADEES KI TASHREEH ME NAQAL KIYA HAI.


TOH MUJHE YAQEEN HAI KI IS HADEES KA KHULASA HOGAYA HAI.
HAWALA JAAT:
IN TAMAM IMAMO KA AQEEDA HAI KI NABI SALLALLAHUALAIHIWASALLAM NE APNE MAATHE
KI AAKHON SE ALLAH TAALA KO DEKHA HAI.
1.
BUKHARI JILD 3 SAFA 892
2.

5.

14.

4.

MUSLIM HADEES NO.162

6.

MUSANAD AHMED JILD 1 SAFA 90

7.

SAHI IBN HIBBAN JILD 1 SAFA 226

IMAM HAKIM NE MUSTADARAK JILD 1 SAFA 65


IMAM KAAZI AYAZ MALIKI KITABUS SHIFA JILD SAFA 121

IMAM ABDUL BAAKI ZARKANI MALIKI NE SHARUL MAHIB JILD 6 SAFA 120
12.

13.

MUSLIM HADEES NO. 351

IMAM IBN JARIR TIBRI NE JAMAUL BAYAN JILD 27 SAFA 52


9.

11.

3.

IMAM TIRMIDHI JILD 2 SAFA 472 & HADEES NO. 3201

8.

10.

BUKHARI HADEES NO. 7518

HAFIZ IBN E KASEER NE TAFSEER IBN E KASEER JILD 6 SAFA 448

IMAM YAHYA SHARFUDDIN NAUMI SHAAFI SHARAH MUSLIM JILD 1 SAFA 97

IMAM IBN HAJAR ASQALANI SHAAFI NE FATAH UL BAARI SHARAH SAHI BUKHARI JILD 8
SAFA 609

15.
16.

IMAM JALALUDDIN SUYUTI SHAAFI NE SHARAH MUSLIM JILD 1 SAFA 247

IMAM BADRUDDIN AINI HANFI NE UMDATUL QARI SHARAH SAHI BUKHARI JILD 19 SAFA
199

17.

IMAM AHMED SHAHABUDDIN KHAFADI MISRI HANFI NE NASEEM UR RIYAZ SHARAH


KAZI AAYAZ JILD 2 SAFA 288

18.

ALLAMA ALI BIN SULTAN MOHAMMAD AL QARI MULLA ALI QARI HANFI NE MIRQAAT
SHARAH MISHKAAT JILD 1 SAFA 349

19.

SHAIKH ABDUL HAQ MUHADDIS DEHLVI HANFI ASHATUL AMAAT SHARAH MISHKAAT
JILD 4 SAFA 431
20.

21.

ALLAMA ISMAIL HAQQI HANFI NE TAFSEER RUHUL BAYAN JILD 9 SAFA 222
ALLAMA MEHMOOD ALOUSI HANFI NE TAFSEER RUHUL MAANI JILD 27 SAFA 54.
22.

23.

IMAM NAWAWI NE KITAB AL IMAAN

IMAM NASAI NE SUNNAN NASAII AL KUBRA IN AMAL AL YAWM WAL LAYLAH JILD 6,
HADEES NO.11539.

You might also like