You are on page 1of 32

01

.HAR Kalma PADNE Wala Momin NHI Ho Sakta*

*Lekin Khuda Ki Kasam HAR Ali Ali Khene Wala Momin Hai*

*Haq Ali Haidar Maula Paak Alaihissalam*

02.
Wazu karne se shakal paak rehti hai

Quran parhne se akhal paak rehti hai


Ali Ali khehne se nasal paak rehti hai

03.
Hawala Yaad nahi Kitaab sochne do, 

Kaha se Pooch rahe Ho Hisaab sochne do….


Ali ki Zindagi me koi Aisa Sawaal to Bta Wo,

Ke jab Ali ne kaha Ho Kuch Waktto Do Jawab Sochne do….


Salam yaa Ali ( ALYAHISSALAM )

04.
Zubaa’n Par Ali(alyahissalam) Aaye To Kehto Ho Shia Hoga, 

Ali(alyahissalam) Kaabe Main Aaye To Bata Kaaba Ka Kya Hoga??


Haq hai NARAAY E HYDERI YA ALI…… 

……………..
05.
Ali wale Hai ham hamko mitane kaun aayega.

Aqidat ke charago ko bujhane kaun aayega.

Gulaman-e-AbuTalib Hai ham dekhenge mahsarme…..

Waha par kufr ke fatwe lagane kaun aayega…..

Naray HaidriYA ALI YA ALI Alaihisslam

06.
Bata raha hoon ye Nuskha Main har kisi ke liye.*

*Ali ka zikr zaroori hai zindagi ke liye.*


* Inkharji Aur Wahabiyo Ko Bamo’n se  Kya Maarna ..
* Inke Liye To Ali ka bughz hi kaafi hai khud-kushi ke liye.*
…………….

07.
Jis ne insan ko kamalat se hairan kiya…

Jis k kirdar ne Kafir ko Musalman kiya…


Jis ki tafseer ne Quran ko Quran kiya…
Jis ki Talwaar ne Islam pe Ehsan kiya…
Bashar-o-Jin-o-Malak jis ko Wali kehte hain…
Hum usi Raaz-E-ilahi ko Ali kehte hain….
………………
08.
Jisko Arbaab e Nazar Haq Ka Wali Kehte Hai*

*Sar Ba Sar Wakif e Israr E Jali Kehte Hai*

*Jisko Duba Hua Suraj Bhi Palat Ke Dekhe*

*Use Ham Apne Aqeede Me Maola Ali Kehte Hai*

*Haq Ali Maola Ali*

09.
khuda ke deen kee badee ajab kahaanee hai,

deen-e-mustafa par har vakt javaanee hai,

ye jo aatee hai masazido se azaan kee sada,

ya alee, ye tere bachcho kee meharabaanee hai..!!.

10.
jo naara e haidaree ko gavaara nahee karate.

ham un se taalluk ko sanvaara nahee karate.

ham dete hai moul teree “ajamat” ko salaamee.

murade hai voh jo tuj ko pukaara nahee karate


11.

Ali Wala Hr Dar Ka Sawali Ho Nahi Sakta..

 Bharay Jis Ka ALI  Daman Wo Khali Ho Nahi Sakta..

 Haji Ho ,Namazi Ho,Mulla Ho k Mufti Ho..

 Ali Ka Jo Bhi Munkir Ho Halali Ho Nahi Sakta..

12.
Khamosh hai to din ki Pahechan ALI Hai

Gar bole to lagta hai ki quraan ALI Hai

Quraan to deta hai hame dawate imaan

Lekin imaan ye kehta hai meri jaan ALI Hai

13.
Zikr E Haider Jisy Hr Aan Bura Lgta Hy

Ye Samjh lo Usy Quran Bura Lgta Hy

Mery Mola ki Wilayt ko Jo Biddat Smjhy

Mujhy Us Nasl Ka Insan Bura Lgta Hy


14.
ALI KA ISQ MUQADR SANWAR DETA HA

ALI KA BUGHS CHERA BIGAR DETA HA

TU US K ZIKR KO ADNA SAMJ RAHA HA LAEEN

JO AK HATH SY KHABER UKHAR DETA HA

15.
Maidan-E-jung may jab zaroot paree, ALI HAIDER-E-KARRAR ban gaye, 

NABI nay jab pukara, ALI MAZHAR-UL-AJAYAB ban gaye, …… 

Zamane nay jab Sitam kiye, ALI sabar ka paykaar ban gaye, 

Jab Zamane par mushkil paree to, ALI MUSHKIL KUSHA ban gaye…
—————

16.
*Ali A.S Samajhta Hai Rehmaan Ke Iraadon Ko*

*Ali A.S Ka Kaam Nibhaana Hai Nabi Ke Wado Ko*


*Ali A.S Ka Pyar Nahi Har Bashar Ki Qismat Me*
*Mili Ye Nemat-E-Uzma Sirf Halaal-Zaadon Ko*
*Alayhis Salam*
____________
17.
ulphat hai meree #naslo puraanee #husain se* *

#paayee hai mere #khun ne #ravaanee_husain se*

* #bachapan se #meree_maan ne #sabak ye diya #mujhe *

* #khaana_ali se milata hai #paanee_husain se…*

18.
sham-e-mohabbat-e-alee dil mein jala ke dekh

. honge andhere door sabhee aazama ke dekh .

pahunchega apanee manzile makasood pe zaroor .

le ke alee ka naam kadam to badha ke dekh .

badakismatee pe apanee yoon rota hai kis lie .

kismat dare alee pe zara aazama ke dekh .

dar dar savaalee ban ke bhatakata hai kis lie. .

maula alee ke dar pe zara sar jhuka ke dekh .

beshak savaal se pahale hee aa jaega javaab .

daravaaza-e-alee to zara khatakhata ke dekh

. aasaan hogee pal mein teree saaree mushkilen .


mushkil kusha alee se zara lau laga ke dekh .

ummeed se bhee apanee kaheen zyaada paega .

dar pe alee ke too zara daaman badha ke dekh

. duniya ke taajo takhto hukoomat hai cheez kya

. mil jaega khuda dare haidar pe aa ke dekh .

jannat bhee bekaraaree se dekhegee teree raah

. maula alee ko apana vaseela bana ke dekh

. tajhako khuda e paak bhee apana banaega

. aale rasoole paak ko apana bana ke dekh .

kya marataba alee ka hai chal jaega pata

. bugze alee ka aankhon se chashma hata ke dekh

. kahana padega tujhako bhee haidar hai bemisaal

. kiradaare murataza ko kisee se mila ke dekh .

har paara kah raha hai alee kee phazeelaten .

kar ke vazoo khuloos se kuraan utha ke dekh

. maula alee ko paega har shai mein har jagah

. too laakh dushmane alee daaman bacha ke dekh . —————


19.
Wo jis ka naam hi kaafi hai maghfirat ke liye,

Wo mera deen ALI (A.S) hai, meri hayat ALI (A.S);

Mujhay lehad ke andheron se khof kion kar ho,

Mera imam ALI (A.S) hai, meri nijat ALI (A.S).”

___________

20.
Bulbul Ko Phool, Shama Ko Parwana

Chahiye,

Hamko Ali ALYAHISSALAM  Ka Deewana

Chahiye,

Zikr-e-Ali ALYAHISSALAM  Se Rooh Ko Garmana

Chahiye,

Jab Unka Naam Aaye, Tadap Jaana

Chahiye,

Jo-Jo Bhi Karte Hain Mere Ali ALYAHISSALAM  Ki

Buraayi, Unko To Paida Hote Hi Mar Jaana chaiye…..


21.
Ho Ali Ke Naam Se Toofan Bhi Khauf Khate Hain

Jinhe Yakin Nahi Wo Doob Jate Hain

Farishte Qabr Me Kuch Aur Poochhte Hi Nahi

Zuban Pe Naam-E-Ali Sun Ke Laut Jate Hain

22.
Takbeer Ali ho
meri azaan Ali ho.
Eman Ali ho meri pehchan Ali ho.
wajib ho ya farz ada krne se pehly.
Hr aik ibadat ka bs unwan Ali ho.
jis wqt mujhe mot ka aizaz mile tb.
Mere labon pe natiq-e-quran Ali ho.
Dozakh se bhala ku wo dre ga chishty
jis shakhs ka mehshar ma nigehban Ali ho..

23.
Ali(a.s) Se Pyar Karte Hai Tera Ahesan Hai Maula,
Ali(a.s) Ka Pyar Apna Din Hai,Imaan Hai Maula,
Da-e-Shahe Nazaf Ko Chhod De Jannat Ke Badle Me?
Ye Sauda Hum Nahi Karte Hame Nuksan Hai Maula.
24.
ALI (A.S) se bughz bhi aur shouq-e-Jannat bhi,

Ebadat ka bhi koi usool hota hai.


Tu ALI (A.S) ki jae-e-WILADAT se inkaar to kr,
Dekhon tera Hajj kese qabool hota hai..

25.
ya ali (a.s) madad
baad e naseem kehti hae her gul ko cher kr
tm bhe to muskura k kaho ya ali madad,
hm ne kaha to kufr k futway laga diye
khyber main khud nabi ne kaha ya ali madad,
momin ki hae sada qalander ka qoul hae
munker ka dil jala k kaho ya ali madad naara haidari ya ali

26.
her shahks nahi layga madahay hider(a.s)
badhhkaar ko ye tarzay kalam aa nahi sakta
mar jay ga manafiq na pukaray ga Ali (a.s)ko
Na pak zuban par to ye naam aa nahi sakta.
27.
MAHATMA BUDDHA
nay MOLA ALI A.S Ko is tarah pukara hy
“AEY APNAY PIYARON K PIYAREY
AEY SUB PAR GHALIB ANAY WALEY
AEY APNA JALWA DIKHA MERI DASTAGEER KAR
AEY POORAN AATMA K SHER(ASADULLAH)
TUJHAY US KI QASAM JIS KA TU DAST-E BAZU HY(YADDULLAH)
TUJHAY US KI QASAM JIS KI SHAKTI TERAY ANDAR HY(QUWAQT-
PARWARDIGAR)
TERA WAA’DA HY K TU MUSiBAT MAE POHANCHAY GA
AB IMDAD KA WAQT HY
AA JALDI AA WARNA MAIN BARBAAD HO JAO GA
AA JA K TUJHAY DAIKHNA HAZARON PRATHNAON K BRABAR HY(ALI A.S K
CHEHRAY KI TARAF DAIKHNA BHI IBADAT HY)(HADEES E NABVI S.A.W.W)
OM ALIYA OM OM ALIYA OM ALIYA”

REF:OM BY MAHATMA BUDDHA

28.
Jagaye Murday Thokar Say Ubharay Doobta Sooraj.
Jahan Men Bandagan e Ba Hunar Aisay B Hotay Hen.
ALI (sua) Mera KHUDA Her Giz Nahi Lekin Bata Mujh Ko.
KHUDAWANDA Khudai Men Bashar Aisay B Hotay Hen??

29.
Agar Talash e Haqiqat Hai To Suno Mujh Se.
K Khusbo’on Ka Qabeela Kali K Pichay Hai.
Nahi Namaz K Azmat Se Inkar Mujhe.
Namaz Haq Hai Aur Haq ALI (sua) K Peechay Hai.
30.
Waqt-e-niza’a zuban pe raha ya Ali madad
Aur qaber mein bhi keh k utha ya Ali madad
“Shaukat” meri Lahed mein wo manzar ajeeb tha
Jab main ne khud Ali se kaha Ya Ali Madad

31.
Itrat(a s)se muhabbat bhool gaye..
Wo ajr-e Risalat (saww) bhool gaye..
Bus ghaar-e Hira ek yaad raha..
Aur Bister-e Hijrat bhool gaye..
kab Maal-e Ganimat bhool sakey..
Haider ki Enaayat bhool gaye…
Kaabe ki fazilat yaad rahi..
Haider ki walidat bhool gaye…
gheron ko Nabi (sawas) ka Ravi kaha
Haider se riwayat bhool gaye.
Mann kunt-o Moula sun to liya
per hukam e Risalat (sawas) bhool gaye..

32.
ALI (sua) Ko Kon Janay Ga Kahan Pe Faisla Ho Ga.
ALI(sua) Kia Hai ALI (sua) Jane ALI (sua) Ko Hi Pata Ho Ga.
Namazon Men ALI (sua) Aaye To Kehtay Ho K Batil Hen.
ALI (sua) Kabay Men Aaye Hen Bata Kabay Ka Kia Ho Ga??
33.
Jalte ho kiun ALI (a.s) ke kamalaat dekh,
Izat ALLAH bhi deta hai auqat dekh kar,
Milti jo aese weso’n ko hilti na “ZULFQAR”
Talwar di hai haq ne magar hath dekh kar…!!!

34.

kaabe ka to faqat aizaz Ali hai,


phechan ilahi ka aagaz Ali hai
bana k nusairi apna khuda tujhe,
phir bhi nahi samjha kya raaz Ali hai,
mairaj pe hayiran Rasoole khuda bhi,
Parde mein hai Allah to awaz Ali hai,
Khuda hai ya Khuda se ya juda hai,
Ayesi bulandiyon ki parwaz Ali hai.

35.

Yehi dua hai khuda se jab qayamat ho ,


likhey ho mere mathey per ye huruf e jali ,
ALI IMAM E MANASTO MUNUM GULAM E ALI !
36.
“ KEHTA HUN ‘’ YA ALI MADAD” MEIN PEHLE SALAM SE
KIYUN K YEH IK HADEES HAI KHAIRUL-ENAAM SE “
“SUNN K ALI( A.S) KA NAAM JO CHEHRA BIGHAAR LE
KARNA NAHIN KALAAM US NASL-E-HARAAM SE’’
——————————————————————————

37.
Bekason k Madadgaar Mola ALI,
Juz Tere Koi Apna Sahara Nahi,
Tera Darr Chor Kar Jaon Aakhir Kahan?
Ghair ka Darr Jabeen ko Gawara Nahi,
Aaey Kaabey Mein Jis Dam ALI k Qadam,
Munh k Bal Gir Parrey Butt Ye Kehte Huey,
Aaeye Aaeye Janasheen-e Nabi,
Ye Tumhara Hi Ghar Hai Hamara Nahi,
Wo To Kamzarf Hai Jo Tujhey Chor De,
Warna Mola ALI Teri Tazeem ko,
Jo Palat Kar Na Aaey Wo Sooraj Nahi,
Jo Na Chokhat ko Choomey Wo Tara Nahi,
Pehle Tareekh Khaibar ki Parh Lijiye,
Phir Koi Aakhri Faisla Kijiye,
Ya Ye Kehna Payambar Bhi Hain Bidati,
Ya Ye Kehna ALI ko Pukara Nahi…..!

38.
TUFAAN AA RAHA TA MAGAR DHER HO GEYA MAINE ALI A.S KA NAAM
LIYA ZEHR HO GEYA TASIR AAISI HAIN ALI A.S MOLA KE NAAM MEIN
JISNE LIYA KUDHA KI KASAM SHER HO GEYA
39.
“Zindagi ke hain do jahan
Ek ya jahan,ek wo jahan
In do jahan ke darmiyaan bus faasla hai ek saans ka
Jo chalti rahe to ye jahan
Jo ruki to wo jahan
Saanson ke is maale mein
Moti puraalo darood-e- paak ke
Phir ya jahan ho ya wo jahan
Tumhare saath honge TAAJDAR-E-DO JAHAN!!!”

40.
Sahib-e-Naqsh-e-Peyamber sa koi dhondh k la
ghr to milta e ni dar sa koi dhoondh k la
1,2 din ki nahi sadiyon ki ijazat hai tujhy
tu Ali A.S chor Qalandr sa koi dhundh k la……
Ali Haq

41.
Ali or Quran ka rishta
Qura Milkyat hai Ali Malik hai
Quran meras hai Ali Waris hai
Quran kalam hai Ali Imam hai
Quran nabi ke dil pe uthra Ali nabi ka dil hai
Quran aitbaar hai Ali Haidar e karar hai
Quran kainat hai Ali mola e kainat hai
Quran me sura e momineen hai Ali ameerul momineen hai
Quran mohtaj e Jibraeel hai Ali ustad e Jibraeel hai
Quran pahrna tilawat hai Ali Ali karna ibadat hai
42.
ishq e Ali a.s me dobh k asa hoa mehsus jase Ali a.s k ishq me mujh ko
khuda mla

43.
Ger ALIF se lo INSAN ALI ..

BAY se kamil BurhaN ALI …

PAY se PUKHTA IMAAN ALI …

TAY se TATHEER ki jaan ALI…

SAY se SAQLAIN ki shaaan ALI …

JEEM se PAK JAWAZ ALI …

MAQDOOR ALI TAQDEER ALI …

HAY se huq ki TASWEEER ALI ..

KHAY se KHATMUL KARRAR ALI ….

or KHALIQ ka SHAHKAR ALI …..

RAY se REHBER her HAAL ALI ….

lafzay ZAY se ZAHID bhi ALI …

BAYBADAL ALI BAQI bhi ALI …


mera SEEN se hay SAQI bhi ALI ….

or SHEEN se hay SHAAFI bhi ALI …

SUAD se SADIQ ZIKR-R-ALI or ZUAD se ZAMIN FIKR-E-ALI …

TOYAIN se TARFAIN MAY NOOOR-E-ALI ….

ZOOYAIN se PUR NOOOR ZUHOOR-E-ALI ….

RUTBA hay KHUDA k WALI KA ALI ….

or AYN se NAAM ALI bhi ALI ….

GHAIN se PAK GHANI bhi ALI ….

or FAY se FAZL-E-RABBI bhi ALI ….

or KAAF se kaba ALI ALI ….

mera QAAF se QIBLA ALI ALI ….

ger LAAM se poocho kya hay ALI

….LOLAK ki PAK FIZA HAY ALI ….

hay MEEM se MAN KUNTO MOLA bhi ALI ….

hay NOON se NOOR-E-KHUDA bhi ALI ….

WAO se WAJH-ULL-Allah bhi ALI ….

sun lo ! AYN-ULL-Allah PEER ALI …IMAN ALI …IKAN ALI …


SULTAN ALI …MERI JAAN ALI …
KONAIN ALI k qudmon may…
SIBTAIN ALI k qadmon may …
SAQLAIN ALI k qadmon may …
TAQDEER ALI k qadmon may ..
TAUQEER ALI k qadmon may …
SHABBIR ALI k qadmon may ..

IZZAT bhi ali k qadmon may …

AZMAT bhi ALI k qadmon may ..

PARWAN-E-PUL-E-SIRAT ALI …

kalyon ki kadak may ALI ALI ..

phoolon ki MEHAK may ALI ALI …

TAARON may ALI …. PYARON may ALI …. QURAN taire


PAARON may ALI ….

her MOMIN k naaron may ALI …NOORI bhi ALI …ANWER bhi
ALI …

HAZIR bhi ALI …NAZIR bhi ALI .

HUSNAIN ka baba ALI ALI …KABAy ka KABA ALI ALI …..

hay ABR-E-KARAM bhi ALI ALI …AHMED ka bharam bhi ALI ALI

REHMAN ki hay saughat ALI …

BIN BADAL K bursaat ALI …. SHURFA ki JAAAMAAT may ALI


ALI …
her SACHI baat may ALI ALI ….

HIJRAT ki RAAT may ALI ALI … MAIRAJ ki RAAT may ALI ALI ..

HUQ GO ka sahara ALI ALI ……………..

BUKHSA jo RASOOL-E-AKRAM ne dayga woh sayaq-o-sabaq


ALI ….

UNGLI k aik ishaare se KHAYBER ko ura sakta hay ALI ..

NAGA pay chari hoi bhawaj ko HAIBAT se gira sakta hay ALI
…….

BHATKON ka sahara ALI ALI .. DOOBO to KINARA ALI ALI ..

NABION ne pukara ALI ALI .. merri aankh ka tara ALI ALI …

MOLAY-E-QAMBER ALI ALI .. AQAYE ABUZAR ALI ALI …….

NABION se behtar ALI ALI ….

WALION se barh ker ALI ALI … hum sub ka rehber ALI ALI …

hum sub ka AAQA ALI ALI …

DUM MAST QALANDER ALI ALI .. DUM MAST QALANDER ALI


ALI …

Ay duniya uth kay dekh zara kia naam hay MOLA ALI ALI(A.S)
….

TU QABAR SE BAHAR JO KAR LE … TERI QABAR KE ANDAR


ALI ALI 
44.
Ye kis ne keh dia tum se k chupa chupa k piyo,
Sharab e Ishq Ali hai Dikha Dikha k piyo,
Jo Jal raha ho muwaddat ka jam peenay se,
Hai tum per farz k us ko jala jala piyo,,,,,

45.
KUN = Karbala ka KAAF aur Najaf Ka NOON se bana hai ,yeh Ilahi Farman ,
jisey soon kar Qaenaat wujud may aayi .

46.
GHAM E DARD E DIL KEHNE KAHO KAHAN JATEY .
YEH KHALI ZHOLIYAN BHALA APNI BHARNEY KAHAN JATEY .
KABA TO THA BOOT KHANA, AUR BOOT KHANA HI REH JATA.
AGAR ALI ( a.s ) NA HOTEY PAIDA TO HAJJ KARNEY KAHAN JATEY

47.
KITAB E ROOH E DAWAR PARH RAHA HOON .
RUKHEY NAFSEY PAYAMBER PARH RAHA HOON .
MUSALLAH SANA E ALI (a.s ) KA BICHA HAI .
NAMAZ E ISHQ HAI , JO MAY PARH RAHA HOON .
48.
NIGAHEY ARSH E AALA PAR CHARH RAHI HAI .
UDHAR SE REHMATEY BHI AAGEY BARH RAHI HAI .
MAY BETHA HOON TASAWWUR MAY ALI ( a.s ) KE .
MERI SANSEIN NAMAZEY PARH RAHI HAI .

49.

Ali ( a.s ) ka ishq Aqal ki khirkiyan khol deta hai .


Sadahaf ke zahan may lafzo ke moti bo deta hai .
Zuban e Ali ( a.s ) ko hi Lisanullah kehte hai .
Khuda jab bolna chahey to Ali ( a.s ) bol deta hai .

50.

Parda hata ke Bab e karam dekhta raha .


Naqshey pa ye Didar e Haram dekhta raha .
Haji Gilaf e Kaba ka kartey rahey tawaF
May Ali (a.s) ke Naqshey Qadam dekhta raha .
51.

Har Lafz wuzu karta hai .


Har ash’aar sujud karta hai .
Parhta hai koi sana e Ali (a.s )
Samzho ke woh Ibadat karta hai .

52.

ALI (a.s) KE HATH KI , CHOTI SI EK JUMBEESH SE .


NABI (saw) KE DEEN KO , UMR E DARAZ MILTI HAI .
TUZHEY NAMAZ MAY , MERA ALI (a.s) NAHI MILTA  !
MUJHEY ALI (a.s) MAY HI SAARI NAMAZ MILTI HAI .

53.
Mehraab mein Ali hain mimbar pe bhi Ali hain
Kaaba gawaah doshe payambar pe bhi Ali hain.
Khandaq Uhad Hunain to Khyber mein bhi Ali hain,
Hijrath ki shab Rasool ke bisthar pe bhi Ali hain.
Harjaa Ali milenge na daaman bachaiye,
Bachna Ali se hai tho JAHANNUM mein jaayiye…

54.
Mere Ghar ALi Ki WiLadat Na Hoti,
QabooL Hargiz Kisi Ki ibadat Na Hoti.
“ALi-un-WLi ULLah” Jo Har Koi Parh Leta,
Mujhe Dozakh Bananey Ki Zarorat Na Hoti…!!”

55.
mera mola be ka nukhta hai bahukme kibriya
take usko mzhre zate jali khna pde
to isliye bismillaha lazim kr diya hr kam me jo bashar allah kahe phele ali khna
pde

56.
ali wali key pasiney se phol bante hain, un ke naqshe qadam pe asool bantey hain,
arey un ke baap dada ki manzlat ko na poch, jin key beton ki sawari rasool
[saw]bantey hain

57.
Ali(as) jamaal e do alam…Ali imam e zaman..
Ali(as) urooj e fasahat…Ali kamal e sukhan…
Ali(as) waqar e dil o jaa’n…Ali bahaar e chaman…
Ali(as) arab k andheeroo’n mein haq ki pehli kiran…
Ali(as) wali sy gurezaa’n na ho khuda k leye..
Ali(as) tu quwat e bazoo hai Mustafa(saw) k leye…..
HAQ YA ALI(as) MOLA…..

58.

Koi ali se dushmani kar k sarfaraz kaise? Ali se bugz ho to phir ibadat pe
naaz kaise? Allah ka ghar ali k baghair qibla nahi, phir ali k baghair
mukammal teri namaz kaise?

59.
bashar ke soch parwaz soch sakte to
me sochta ho ali sochne me kya lagta
tum namaz na parho to admi na lago
Ali(a.s) namaz na parhta to phir khuda lagta

60.
jo jaanta hi nahin ishq e MURTAZA ki hai
phir aisay shaks ke jeenay se faida kia hai
jisay nabi ne pukara tha apni mushkil mein
usay jo hum, bhi pukaaray to phir bura kia hai
zuban e meesam e tammar hi bataye gi
sharaab e midhat e haider ka zaaiqa kia hai
kaha khuda ne namazo ki baat jab aayee
baghair ishq e ALI ho to faida kia hai
meri lahad peh ALI se kaha farishton ne
yeh aap ka hai to phir is se poochna kia hai
YA ALI MADAD SUB KO

61.
Naad-e-Ali jo phoonk dun padh kar abhi abhi,
Dast-e-sitam se gir padhe khanjar abhi abhi,
Kaabe me aa raha hai koi Saahib-e-kamaal,
Deewaar me banaa hai nayaa dar abhi abhi,
Sokar uthey to Haider-e-karrar ho gaye,
Bister pe lag rahe the payambar abhi abhi,
Bandish nahi Ali ke kisi akhtiyaar parr,
Ye chaahen jisko kar den abuzar abhi abhi,
Haajat rawa ke dar pe jhukao jabi’n Shamim,
Naad-e-Ali jo phoonk dun padh kar abhi abhi,
Dast-e-sitam se gir padhe khanjar abhi abhi,
Kaabe me aa raha hai koi Saahib-e-kamaal,
Deewaar me banaa hai nayaa dar abhi abhi,
Sokar uthey to Haider-e-karrar ho gaye,
Bister pe lag rahe the payambar abhi abhi,
Bandish nahi Ali ke kisi akhtiyaar parr,
Ye chaahen jisko kar den abuzar abhi abhi,
Haajat rawa ke dar pe jhukao jabi’n Mohsin,
Ban jaayega tumhara muqaddar abhi abhi.
Tum Jo ChahO bhi tou Aysa nahi Hone wala
Ab Koyi Kaaba mein Payda Nahi Hone wala
Ye tou Makhsoos Wirasat hai mere MAULA ki
Koyi Dusra Warise Kaaba Nahi Hone wala….
Bus ALI Maula ALI MaulaBan jaayega tumhara muqaddar abhi abhi.
Tum Jo ChahO bhi tou Aysa nahi Hone wala
Ab Koyi Kaaba mein Payda Nahi Hone wala
Ye tou Makhsoos Wirasat hai mere MAULA ki
Koyi Dusra Warise Kaaba Nahi Hone wala….
Bus ALI Maula ALI Maula

62.
Her dard ka ilaj hai ya Ali a.s madad
Jannat ka ye riwaj hai Ya Ali a.s madad
Ye gulshane Abbas a.s to khush naseeb hai
Jibrael ka bhi taaj hai Ya Ali a.s madad

63.
Badar me aya to Faateh-e- badar kehlaya
Ohad me aya to Nasir-e- Rasool kehlaya
Khyber me aya to Shahe
la fataa kehlaya
Khandaq me aya kull-e- Emaan
kehlaya
Mubahila me aya Nafs-e- Rasool kehlaya
Tatahir ki Chadar me aya Waris-e- Tatahir kehlaya
Quran parha nuqta-e- Bismillah kehlaya
Mehrab me aya to Imam-e- d0 jahan kehlaya
Buton ko bahar nikala to Butshikan kehlaya
Aankh kholi to Ainullah kehlaya
Hath uthaya to Yadullah kehlaya
Chehra dikhaya to Wajhullah kehlaya
Guftagu ki to Lisanullah kehlaya
Takht pr aya to Amirul
momineen kehlaya.
Naraa~e~haidri
Ya Ali ya Ali ya Ali (a.s)

64.
Ya Ali kah ke sambhal jana ae girne wale
Mojize aise shabo roz hua karte hain
Hum agar nadeali padhte hain haraan kyun hain
Ye to mushkil me Payambar bhi padha karte hain
65.
Woh toh halka sa ishara tha k darwaza utha,
yeh toh muktasar kuwat hai haider a.s k haath,
woh toh unglion ki sari takat ali a,s ne wapis khich li thi,
warna deeware nikal aati dar-e-khaiber k sath.

66.
zaib deta hai zaat e yazdaan ko faqat
keh dia haq ne ALI hain mohtram baad e nabi
ehl e nakhwat ki samajh mein yeh magar aata nahin
feham mein teray magar yeh qaul e haq aata nahin

67.
shahaan e jahan sab hain gada e haider
hai abr e karam dast e sakhaaye haider
yaqoob o khalel o yusaf o adam o nooh
sab ki mushkil mein kaam aaye haider

68.
Aalam e islam mein kaaba hi qibla hi faqat
Aur is ghar mein ALI,molood e kaba hai faqat
Jo mila hai Allah k ghar se who aala hai faqat
Who nabi k baad momin ka sahaara hai faqat
Azmat ibne abu talib ko samjhay to jahan
Hon khuda k ghar mein paida aik ishaaara hai faqat
Aasmaan se jab chala anjum to is ko tha yaqeen
Dar e ALI ka qaabil e taazeem o sijda hai faqat
Jang e khandaq ho,ya Khyber,ya keh ho jang e badar
Saaray gazwon mein ALI ka naam aula hai faqat
Senkrron maaray gaye haider k haathon se magar
Hum wazan do lakht marhab ka janaza hai faqat
Who ALI jo hai wali bhi aur wasiye Mustafa
Is ko hi mushkil kusha keh kar pukaara hai faqat

69.
yay sochna hee abas hae kahaN kahaN hae ALI
jahaN jahaN hae haqeeqat wahaN wahaN hae ALI
idher hae zaat-e- khuda,udher hae zaat-e-muhammad
inhee lateef hijabouN kay darmiyaaN hae ALI..

70.
Kia khaak who darray gay lehad ke azaab se
Mansoob hai jo khaak e dar e boo turab se
Mushkil kusha hain paas farishto adab karo
Mushkil mein daal doon ga sawaal o jawab se

71.
Tatheer keh rahin hai taharat ALI ki hai
Afzal kahein jisay,who ibaadat ALI ki hai
Insaaf ki sada hai,adaalat ALI kihai
Arzo sama ALI ke hain,jannat ALI ki hai
Kaabay mein khaas jaaye wiladat ALI ki hai
Masjid mein jo hui who shahadat ALI ki hai

72.
ALI FUROO BHI HAI , ALI USOOL BHI
ALI MAULAE KAYNAAT , SHOHRE BATOOL BHI HAI
YA ALI KEHNA AGAR HAI HARAAM (MAZALLAH)
TO IS GUNAH ME SHAMIL MERA RASOOL BHI !!

73.
Meri majaal hi kia aur kia meri auqaat
Kuja haqeer sa banda kuja imam ki zaat
Karay jo wasf-e-ALI,hai yeh kis ke bas ki baat
Who zaat jama hain jis mein sab anbiya ki safaat

74.
us ki nazar mein shaukat-e-taajo sareer kia
jo bhi ghulam dil se tumhara hai YA ALI

75.
Kabhi ishq o maarifat ke shaaoor tak woh na pohncha
raha zulmaton mein hairaan kabhi noor tak na pohncha
yehi silsila-e-tareeqat hai yehi silsal-e-haqeeqat
jo ALI talak na pohncha,woh huzoor tak na pohncha
76.
Woh aaftaab-e-fazeelat jisay zawaal nahin
karoon jo wasf to itni meri majaal nahin
tamam aalam-e-insaaniyat mein baad-e-Rasool
Khuda gawah,ALI ki koi misaal nahin.

77.
ali a.s k naam se sab kuch badal jai ga
sir pe tohfan bhi hoga to tal jai ga
ali a.s k naam se jis ko bhi dushmani hogi
wo samander me bi ho ga to JAL jai ga.

78.
Munafiqo Ko Yu Bhi Sazay Deta Hu
Gali Gali Me Ya Ali Madad Ki Saday Deta Hu
Maola Ali Ke Nam Se Jab Jab Khushi Mili Mujhko
Mae Apni Maa Ko Hazaro Duay Deta Hai

79.
Hazrat Syedna Khwaja Gharib Nawaz (r.a)
Aap ne farmaya

Ausaf e Ali (a.s)


Ba guftugu mumkin naist ‘

(Ali (a.s) ki tarif lafzo mein bayan karna mumkin nahi ,)

Gunjaish e bahr e dar subu mumkin naist,

(Jis tarha samundar kasey mein sama nahi sakta, )


Mann zaat e Alira ba wajibi kay danam,

(Mein nahi janta Ali (a.s) ko jitna mujhe jaan ne ka haq hai, )

illa danam ke misle uw mumkin naist,

(bas itna janta hu ke unki koi misal nahi !)


?

You might also like