You are on page 1of 12

Khuda Jaane Kahaan Se - Kalaam Hazrat Bedam Shah Warsi

Khuda jane kahan se jalwaye jana kahan tak hai


Wahin tak dekh sakta hai nazar jiski jahan tak hai

Only God knows the limits of inifinte His Kingdom


Humans know to the confines of their finite mind

Hum itni bhi na samjhe aql khoi dil gawan baithe


Ke husn o ishq ki duniya kahan se hai kahan tak hai

I lost my mind and heart I could not figure out


Where the world of beauty and love begins- and where it ends

Zameen se aasman tak ek sannate ka aalam hai


Naheen maalum mere dil ki viraani kahaan tak hai

From earth to sky stretches an eerie wilderness


I kow not the extent of the ruinsthe desolation of my heart

Zameen se aasman tak aasman se la makan tak hai


Khuda jane hamare ishq ki duniya kahan tak hai

From the earth to the empyreanfrom the sky to placelessness


Only He knows the expanse of the hearts universe

Niyaz o naaz ki rudad husn o ishq ka qissa


Ye jo kuchh bhi hai sab unki hamari dastan tak hai

The stories of beauty of love


Whatever there is in the world, is the storyof our love

Khayal e yaar ne to aate hi gum kar diya mujhko


Yahi hai ibteda to inteha iski kahan tak hai

With the very first thought of the BelovedI was lost to the world
If this be the beginning whatwould be its finale

Suna hai sufiyon se hamne aksar khanaqahon mein


Ki yeh rangeen bayani Bedam rangeen bayan tak hai

Once have I heard Sufis say in their retreats


These colourful words, Bedam, these soulful verses,ends here

Mamoor ho raha hai aalam mein noor tera - Kalaam Hazrat Shah Niaz (R.A.)

मामूर हो रहा है आलम मे नूर तेरा


अज माह ताब मािह,सब है जहू र तेरा
इसरार-ए-अहमदी से आगाह हो सो जाने
Maula-Maula
तू नूर हर शरार है,हर laakh
संग-ए-तूरpukaare
तेरा - Kalaam by Hazrat Zaheen Shah Taji (R.A.)
मौला-मौला लाख पुकारे,मौला हाथ न आए
हर आँ ख
लफ़्जो से तक रहीलहैरहेतेरहैे ,ही
हम खे मुहहाथ
माना ँ को प्यारे
न आए
हर कान मे हू ँ पाता,शोर-ए-जहू र तेरा
जो पानी के नाम को पानी जाने,यह नादानी है
जब जी मे येरटते
पानी-पानी समाया
-रटतेजो कुछ हैहीसो
,प्यासा मरतूजाए
है
िफिर िदल से कब दरू हो कुबर -ओ-हजूर तेरा
शोला-शोला रटते-रटते,लब पर आं च न आए
भाता
इक िचंनही
गारीहैलब
वाइज
पर जु
रख ज लो,लब
दीद-ए-हक मुझजल
फौरन े कुछजाए
तुझको रहे मुबारक हू र-ओ-कसूर तेरा
इस्म पे का़़ने होने वाला और मुसम्मा खोने वाला
वहदत
काम न क े है येवाला
करने जलवेमूरनक्श-ओ-िनगार कुसरत
ख बस नाम से जी बहलाए
गर िसरर -ए-मिरफित को पावे शऊर तेरा
~ Hazrat Zhaeen Shah Taji (R.A.)
गर हफर-ए-बेिनयाजी सरजद 'िनयाज' से हो
Maula-Maula laakh pukaare,Maula haath na aaye
पुतले मे ख़ाक
Lafzon के हैkhel
se hum ,प्यारेrahe
गुरूरhain,maa'na
तेरा haath na aaye

Jo pani ke naam ko pani jaane,naadaani hai


Pani-pani rat'te rat'te,pyaasa hi mr jaaye

Shola-shola rat'te-rat'te,lab pe aanch na aaye


Ik chingaari lab par rakh lo,lab fauran jal jaaye

Ism pe Qaane hone waala aur musamma khone waala


Kaam na karne waala moorakh bas naam se ji bahlaye

Jo Bahaar Aai - Kalaam Hazrat Zaheen Shah Taji R.A.

जो बहार आई मेरे गुलशन-ए-जाँ से आई


ख़ाक के ढे र मे ये बात कहाँ से आई

ख़ाक हू ँ पाक हू ँ अदना भी आला भी 'जहीन'


ख़ुद पँहुच जाएगी जो चीज जहाँ से आई

Tune apna jalwa dikhane ko - Kalaam Hazrat Shah Niyaz R.A.

तूने अपना जलवा िदखाने को जो नकाब मुंह से उठा िदया


वही ँ महवे हैरते बेखद
ु ी मुझे आइना सा बना िदया
करूं क्या बयाँ मै हमनशी असर उस के लुत्फिे िनगाह का
की तअयुनात की कैद से मुझे एक दम मे छुड़ा िदया

िजसे देखना ही मुहाल था न था उस का नामो िनशाँ कही


सो हर एक जरे मे इश्क ने हमे उस का जलवा िदखा िदया

जभी जा के मक़्तबे इश्क मे सबक-ए-मकामे फना िलया


जो िलखा पढ़ा था 'िनयाज' ने सो वोह साफ िदल से भुला िदया

Husn ko wusaten jo deen - Asghar Hussain 'Asghar' Gondvi

हु स्न को वुसअते जो दी इश्क को हौसला िदया


जो न िमल सके न िमट सके मुझ को वो मुद्दआ िदया

हाथ मे लेके जाम-ए-मय आज वो मुस्कुरा िदया


अक़्ल को सदर कर िदया रूह को जगमगा िदया

िदल पे िलया है दाग-ए-इश्क खोके बहार-ए-िजन्दगी


इक गुल-ए-तर के वास्ते मैने बहार लुटा िदया

कुछ तो कहो यह क्या हु आ तुम भी थे साथ क्या


गम मे यह क्या सुरूर था ददर ने यह क्या मजा िदया

अब न यह मेरी जात है अब न ये कायनात है


मैने नवा-ए-इश्क को साज से यूँ िमला िदया

अक्स जमाल-ए-यार का आइना-ए-खु़़दी मे देख


यह गम-ए-िहजर क्या िदया मुझसे ही मुझे छुपा िदया

हश मे आफिताब-ए-हश और वो शोर-ए-अलअमाँ
'असगर'-ए-बुतपरस्त ने जुल्फ का वास्ता िदया

Khwaaja Muinuddin ke ghar - Basant by Hazrat Shah Niaz R.A.

ख्वाजा मोईनुद्दीन के घर आज आती है बसंत


क्या बन बना और सज सजा मुजरे को आती है बसंत

फिूलो के गजरे हाथ ले गाना बजाना साथ ले


जीवन की मद'हा मे मस्त हो राग गाती है बसंत

छाितयाँ उमंग से भर रही,नैना से नैना लड़ रही


िकस तजे माशूकाना से जलवा िदखाती है बसंत

ले संग सिखयाँ गुलबदन रंगे बसंती का वरण


क्या ही खुशी और ऐश का समान लाती है बसंत

नाजो अदा से झूमना, ख्वाजा की चौकट चूमना


देखो 'िनयाज' इस रंग मे कैसे सुहाती है बसंत

Yaar ko humne ja ba ja dekha - Kalaam Hazrat Shah Niaz R.A.

Yaar ko hamne ja ba ja dekha,


Kahin zaahir kahin chhupa dekha.

Nukta-e-imaan se waaqif ho,


Chehra-e-yaar ja ba ja dekha.

Kahin mumkin hua kahin waajib,


Kahin faani kahin baqa dekha.

Deed apne ki thi use khwahish,


Aap ko har tarah bana dekha.

Dekhta aap hai sune hai aap,


Na koi uska ma siwa dekha.

Soorat-e-gul mein khilkhila ke hansa,


Shakl-e-bulbul mein chahchaha dekha.

Shama ho kar ke aur parwana,


Aap ko aap mein jala dekha.

Kar ke daawa kahin anal haq ka,


Bar sare daar wo khincha dekha.

Tha woh bartar shuma-o-ma se 'Niyaz',


Phir wohi ab shuma-o-ma dekha.

Kahin begaanavash nazar aaya,


Kahin surat se aashna dekha.

Kahin hai badshah-e-takht nashin,


Kahin kaasa liye gada dekha.

Kahin aabid banaa kahin zahid,


Kahin rindon ka peshwa dekha.
Kahin woh dar libaas-e-mashooqaan,
Bar sare naaz aur ada dekha,

Kahin aashiq 'Niyaz' ki soorat,


Seena biryaan-o-dil jala dekha.

Khuda hi ka jalwa nihaan dekhta hoon - Kalaam Hazrat Shah Niaz R.A.
Na tan dekhta hoon na jaan dekhta hoon,

Tujhi ko nihaan aur ayaan dekhta hoon.

Jidhar dekhta hoon jahaan dekhta hoon,


Khuda hi ka jalwa miyaan dekhta hoon.

Hai jo kuchh ki paida sab ayn haq hai,


Ki ek bahr-e-hasti rawaan dekhta hoon.

Agar koi jaan-e-jahaan gair-e-haq hai,


So maen us ko wahm-o-guman dekhta hoon.

-Hazrat Shah Niaz R.A.

Jalwa-e-Jaanan - Hazrat Daag Dehalvi

Kya zauq hai,kya shauq hai sau marataba dekhun,


Phir bhi ye kahoon jalwa-e-jaanan nahin dekha.

Kya poochte ho, kaun hai? ye kis ki hai shohrat,


Kya tumne kabhi 'daag' ka deewan nahin dekha.

-Hazrat Daag Dehalvi

Wahi ru-ba-ru hai -Hazrat Khwaja Meer ' Dard'


Mera jee hai jab tak, teri justaju hai,
Zabaan jab talak hai, yahi aarzoo hai.

Tamanna teri hai, agar hai tamanna,


Teri aarzoo hai, agar aarzoo hai.

Kiya sair sab hum gulzaar-e-duniya,


Gul-e-dosti main ajab rang-o-boo hai.
Nazar mere dil ki padi ‘dard’, kis par,
Jidhar dekhta hoon, wahi ru-ba-ru hai.

-Hazrat Khwaja Meer ‘Dard’

Holy Prophet Muhammad (SAW) love for Poetry


The book Shamaa'ile Tirmizi,in which Imam Tirmizi has recorded everything about the Holy
Prophet (S.A.W) on the authority of the Sahaba-e-Karaam R.A.(Companions of Prophet SAW),and
collected 397 ahadis which are divided into 55 Chapters. Drawing A pen picture of the Holy
Prophet's (S.A.W) physical features, manners and characteristics has the following beautiful hadis
which shows the Holy Prophet (S.A.W) love for poetry:
Hazrat Aisha Siddiqa (R.A.) has related that holy prophet(S.A.W.) used to have a
special pulpit in the mosque for Hazrat Hassan Bin Sabit(R.A.) to stand on it and recite
couplets in the appreciations of Holy Prophet(S.A.W.).
Huzur (S.A.W.) also prayed to Allah to strengthen Hazrat Hisham Bin Sabit (R.A.) by
the spirit of Hazrat Jibreel (A.S.) as long as he served the cause of Islam

It would have been a spectacular sight, The Holy Prophet (S.A.W.) is seated on his mimber, all The
Ashaba-e-Karaam (R.A.) present and Hazrat Hisham Bin Sabit reciting the couplets in praise of
Holy Prophet(S.A.W.),lets say he recited his most famous lines:
Wa ahsanu minka lam tara qattu eynun,
Wa ajmalu minka lam talidi'n nisaau,
Khuliqta mubarraan min kulli`aybin,
Ka annaka qad khalaqta kamaa tashaau.>

The English translation of the above lines will be following:


No eye has set upon anybody handsome & fairer as you
No woman has given birth to anyone as beautiful as you
You were created free from all flaws,
As if you were created as you wish to be.

The literal Urdu translation will be:


Ya Rasool-Allah(S.A.W.)aaj tak kisi bhi aankh ne aap jaisa haseen-o-jameel nahin
dekha,
Aur aap ke jaisa haseen aaj tak kise maan ne nahin janaa hai,
Aap ko tamaam aibon se paak kar ke qhalk kiye gai hain,
Aur mujhe to yun lagta hai ki aap jaise paida hona chaahte the waise hi paida hue hain.

Moko Kahaan Dundhe Re Bande - Kabir


मोको कहाँ ढू ंढे रे बन्दे
मै तो तेरे पास मे
ना तीरथ मे , ना मूरत मे
ना एकांत िनवास मे
ना मिर न्दर मे , ना मिर स्जद मे
ना काबे कैलास मे
मै तो तेरे पास मे
Bana
बन्दे मै Bana
तो तेरे Ke
पासTamanna
मे Mitaai Jaati Hai
Tarah Tarah Se Wafa Aazmaai Jaati Hai
ना मै जप मे , ना मै तप मे
Jab Un Ko Meri Mohabbat Ka Aitbaar Nahin
ना
To मेJhuka
बरत उपास
JhukaमेKe Nazar Kyon Milaai Jaati Hai
ना मै िकिरया
Hamare Dilकरम मे Vo Hamain Nahin Dete
Ka Pata
Hamari
रहता नहीCheez HamiमेSe Chupaai Jaati Hai
जोग सन्यास
‘Shakeel’ Duuri-E-Manzil Se Naummeed Na Ho
नही प्राण मे नही िपंड मे
Manzil Ab Aa Hi Jaati Hai Ab Aa Hi Jaati Hai
ना ब्रह्माण्ड अकास मे
ना मे प्रकुित प्रवर गुफिा मे
Gam-E-Ashiqi Se Keh Do Raah-E-Aam Tak Na Pahunche
नही स्वसन
Mujhe की स्वां
Khauf HaiसYe मे Tohmat Mere Naam Tak Na Pahunche
खोजी
Main होएNazarतुरतSeिमल
Peeजाऊ ं Tha To Ye Dil Ne Baddua Di
Raha
Teraपल
इक Haath Zindegi
की तलास मे Bhar Kabhi Jaam Tak Na Pahunche
Nai
कहतSubah
कबीर सु Par
नो Nazar Hai Magar Aah Ye Bhi Dar Hai
भाई साधो
Ye Sahar Bhi Rafta Rafta Kahin Shaam Tak Na Pahunche
मे तो हू ँ िवस्वास मे
Wo Nava-E-Muzamahil Kya Na Ho Jis Main Dil Ki Dhadkan
Wo Sadaa-E-Ahale-Dil Kya Jo Awaam Tak Na Pahunche
Unhen Apne Dil Ki Khabrain Mere Dil Se Mil Rahi Hain
Main Jo Unse Ruth Jaaon To Payaam Tak Na Pahunche
Ye Adaa-E-Beniaazi Tujhe Bewafa Mubarak
Magar Aisi Berukhi Kya Ke Salaam Tak Na Pahunche
Jo Naqaab-E-Rukh Utha Di To Ye Qaid Bhi Laga Di
Uthe Har Nigaah Lekin Koi Baam Tak Na Pahunche
Wahi Ik Khamosh Naghma Hai “Shakeel” Jaan-E-Hasti
Jo Zubaan Tak Na Aaye Jo Qalam Tak Na Pahunche

Hazrat...Bedam...Shah...Warsi...r.a

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana


Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Kyun aankh milayee thi, kyoon aag lagayi thee


Kyun aag lagayee thi…
Aab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana.
Bekhud Kiye Dete Hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Kiya lutf ho mehshar mein main shikway kiye jaoon


Main shikway kiye jaoon…
Woh haskay kahay jayein deewana hai dewana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana


Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Saaki teray aatay hee yeh josh hai masti ka


Yeh josh hai masti ka…
Sheshay pay gira sheesha pemanay paymana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana


Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Maloom nahin Bedam mein kon houn aur kiya hoon


Mein kon houn aur kiya hoon…
Youn apnoon main apna houn baiganoon mein baygana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana


Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Khuda jane kahan se jalwaye jana kahan tak hai


Wahin tak dekh sakta hai nazar jiski jahan tak hai

Hum itni bhi na samjhe aql khoi dil gawan baithe


Ke husn o ishq ki duniya kahan se hai kahan tak hai

Zameen se aasman tak ek sannate ka aalam hai


Naheen maalum mere dil ki viraani kahaan tak hai

Zameen se aasman tak aasman se la makan tak hai


Khuda jane hamare ishq ki duniya kahan tak hai

Niyaz o naaz ki rudad husn o ishq ka qissa


Ye jo kuchh bhi hai sab unki hamari dastan tak hai

Khayal e yaar ne to aate hi gum kar diya mujhko


Yahi hai ibteda to inteha iski kahan tak hai

Suna hai sufiyon se hamne aksar khanaqahon mein


Ki yeh rangeen bayani Bedam rangeen bayan tak hai

Kon sa ghar ke ay Jan nahin Kashana tera,


Aur Jilo khana tera!

Mekada tera he Ka'ba tera Butkhana tera,


Sab he Janana tera!
Tum kisi shakal men ho, men tera Shaydai hun,
Tera Saudai hun

Tu agar Sham'a he ay Dost men Parwana tera,


Ya'ni Diwana tera!

Mujhko bhi Jam koi Pir e Kharabat mile,


Teri Khayrat mile!

Ta-Qiyamat yun hi jari rahe paymana tera,


Rahe Maikhana tera

Teray darwaze pe hazir he teray dar ka faqir,


Ay ameeron kay ameer!

Mujh pe bhi ho kabhi altaf-e-karimana tera,


Lutf-e-shahana tera!

Sadqa Mekhane ka Saqi! mujhe behoshi de,


Khud-faramoshi de!

Yun to sab kehte hen Bedum tera mastana tera,


Ab hun Dewana Tera!

Aayi Naseem-e-Koo-e-Mohammad (SWS)

Aayi Naseem-e-Koo-e-Mohammad
Sal Allaho-Alaihay Wasallam
KhiNchnay laga di soo-e-Mohammad
Sal Allaho-Alaihay Wasallam

Kaabey kee jaanib jaaney waalo,


AaNkhaiN khoalo, hoash sambhaalo
Aanay ko hai ab, koo-e-Mojammad
Sal Allaho-Alaihay Wasallam

Ham sab ka Qibla, soo-e-Kaaba


Soo-e-Kaaba koo-e-Mohammad (SWS)
Kaabay ka Kaaba Roo-e-Mohammad
Sal Allaho-Alaihay Wasallam

Bheenee bheenee Khushboo mehkee


'Bedam' dik kee bagyaaN lahkeeN
Khul gayey jab gaisoo-e-Mohammad
Sal Allaho-Alaihay Wasallam
gamzaa paikaan huaa jaataa hai
dil kaa ar_maan huaa jaataa hai

dekh kar ulajhii huii zulf un kii


dil pareshaan huaa jaataa hai

terii vah_shat kii badaulat\-e\-dil


ghar biyaabaan huaa jaataa hai

saaz\-o\-saamaan kaa na honaa hii mujhe


saaz\-o\-saamaan huaa jaataa hai

dil se jaate hai.n mere sabr-o-qaraar


ghar ye viiraan huaa jaataa hai

dil kii rag_rag me.n samaa kar 'bedam'


dard to jaan huaa jaataa hai
Ali imam-e-manasto manam ghulaam-e-Ali
hazaar jaan-e-giraami fidaa-e-naam-e-Ali

Haidariam qalandaram mastam


banda-e-Murtaza Ali hastam
paishwa-e-tamaam rindaaram
ke sage koo-e-sher-e-yazdaanam

kabhi deewar hilti hai kabhi dar kaamp jaata hai


Ali ka naam sun kar ab bhi Khaibar kaamp jaata hai

shaah-e-mardaan Ali
Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

patthar pe alam deen ka gaada jisne


lalkaar kar Marhab ko pichaada jisne

jap le ja le mere manwaa


yehi naam saccha hai pyaare
yahi naam tere sab dukh taare
isi naam ki barkat ne diye raaz-e-haqeeqat khol

shaah-e-mardaan Ali
la fata illa Ali
sher-e-yazdaan Ali

tan per Ali Ali ho zubaan per Ali Ali


mar jaoon to kafan per bhi likhna Ali Ali

Haq Haq
Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

bagair hubb-e-Ali muddaa nahin milta


ibadaton ka bhi hargiz sila nahin milta
Khuda ke bandon suno ghaur se Khuda ki qasam
jise Ali nahin milte use Khuda nahin milta

basad talash na ab kuch wus'at-e-nazar se milaa


nishaan-e-manzil-e-maqsood raahbar se milaa
Ali mile to mile khaana-e-Khuda sa hamein
Khuda ko dhuudha to wo bhi Ali ke ghar se milaa

deed Haider ki ibadat hai ye farmaan-e-nabi


hai Ali rooh-e-nabi jism-e-nabi jaan-e-nabi
gul-e-tatheer Ali
haq ki shamsheer Ali
peeron ke peer Ali

dast-e-ilaah kyun na ho sher-e-Khuda Ali


maqsood har ataa hai shah-e-la-fataa Ali
jis tarah ek zaat-e-Muhammad hai bemisaal
paida hua na hoga koii duusra Ali
'''Bedam''' yahi to paanch hain maqsood-e-qaaynaat
Khair-un-nisa, Hasan, Hussain, Mustafa, Ali

Haq Haq
Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

You might also like