You are on page 1of 4

Hazrat Ibraahim (Alaihay Salam) Ki Umar Mubaarak (86)

Hiqayat (Part 36) » Baras Ki Thi, Tab Aap Ko AAllah Ta’ala Ne Nek Aur Saleh
Aulaad Ki Shaqal Me Hazrat Ismayeel (Alaihay Salam) Ko Ataa

Ismayeel (Alaihay Salam) Farmayaa.

Hazrat Ibraahim (Alaihay Salam) Ne Huqm–e-Rabbani Par


& Ishaq (Alaihay Salam) Labbaik Kahete Huve Apne Doodh pite Bachche Aur Masoom
Fitrat Biwi Hazrat Hazraa (Razi Allahu Anha) Ko Eik Sunsaan
February 5, 2017
0
Biyaaban Sehraa (Registaan) Me Sirf Allah Ta’ala Par Tawaqqal
3 (Bhrosa) Kar Ke Tanhaa Aur Akela Chodh Diya. Jahaa Na Pine
Ko Paani Aur Na Khaane Ko Kuch Tha. Fir Allah Taala Ne
Paththaro Ka Kaleja Cheer Kar Inhe Paani (Aab–e–Zamzam) At
aa Kiya. Aur In Ke Akelepan Aur Gamkhawaari Ko Door Kar Ne
Ke Liye Qabilaa Banu Jerham Ko Uss Biyaaban Sunsaan Waadi
Me Rukne Par Mazboor Kiya.

• Pyaare Aaqa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Uss RAB Ki Jaat Ne Uss Biyabaan Aur Sunsaan Wadi Me
Khandani Halaat (Nasab Naama) Aap Hazrat Ismayeel Rahemato Aur Barqato Ka Dariya Bahaa Diya, Aur Qayaamat
(Alaihay Salam) Ki Nasal (Nasab) Se. Aur Tak Makkah Shareef Ki Waadi Me Faiz–O–Barkat Zaari Rahega.
• Bani Israyil Ke Tamam Nabiyon Ki Khandani Halat Aur Ye Sab Hazrat Ismayeel (Alaihay Salam) Ki Wasa’at ya un
(Nasab Nama) Nabi Ishaq (Alaihay Salam) Se. ke Tufail Zaari Huwaa. Hazrat Ismayeel (Alaihay Salam) Apne
Waldain Ki Itni Farmabardaar Aulaad Thi Ki Jis Ki Misaal
♥ Nabi Ismayeel (Alaihay Salam): Duniya Me Koi Dusri Nahi Milti.
Aziz Dosto ,…….. Hazrat Ismayeel (Alaihay Salam) ke Bare Me
Aap Log Hiqayat Part 13, 14 aur 11.5 Tak Padh Chuke Hai Ab Aap Ne Apne RAB Ke Huqm Aur Apne Walid Hazrat Ibraahim
Aage ,.. (Alaihay Salam) Ki Farmabardaari me Apne Jaan Tak Ka
Nazraana Dene Ya Apne Walid Ke Haatho Jebaah Hone Me Bhi
Hazrat Ibraahim (Alaihay Salam) ! Allah Ta’ala Ke Jalil–O– Koi Hichkichahat Na Mahesoos Ki. Aur Apne Walid Se Kahaa,
Qadr Paigambar Huve. Youn Toh Aap Ki Kayee Aulaade Thi, “Aap Ko Jo Huqm Huwaa Hai Aap Use Pura Kare, In’sha’Allah
Lekin Aap Ki Do (2) Aulaade Jiyaada Mashoor Hai Jo Ki Azim Aap Mujhe Sabr Karne Walo Me Paavoge”.
Aur Aalishaan Nabi Aur Rasool Hai. Aur In Dono Me Se Jiyada
Jalil–O–Qadr Aur Buland Martaba Hazrat Ismayeel (Alaihay Allah Ta’ala Ne Qur’an Majeed Me Aap Ki Taareef Farmaayee,
Salam) Jabeeh–Ul– Laah Hai. Aap Hazrat Haazra (Razi Allahu Kahee Aap Ko Haleem Toh Kahee Saabar (Sabar Karne Wala),
Anhuma) Ke Batan Mubaarak Se Paida Huve. Jo Ki Nihaayat Kahee Saadaq-Al-Waadah (Apne Waade Ko Sach Karne Wala),
Jalil–O–Qaqr Aur Azim Martabe Wali Khatoon Thi.
Kahee Muhaafiz Salaat (Namaazo Ki Hifaazat Kar Ne Wala) Hamare Pyaare Aaqa Mohammed (Sallallahu Alaihay
Kahaa Hai. Wasallam) Ka Ta’alluq Aap Hazrat Ismayeel (Alaihay Salam) Ki
Nasal (Nasab) Se Hi Hai
♥ Allah Ta’ala Qur’an Majeed Me Farmaata Hai – Hazrat
Ismayeel (Alaihay Salam) ! Apne Ghar Walo Ko Namaaz Ka ♥ Nabi Ishaq (Alaihay Salam):
Huqm Dete Ta’aki Woh Azaab Se Mehfooz Rahe”. Aziz Dosto ,…. Jis Waqt Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Paidaa
Huve Uss Waqt Hazrat Ibraahim (Alaihay Salam) Ki Umar
*Allah Ta’ala Ne Aap Ka Ziqr Khair Quraan Majeed Me Kayee Mubaarak Sau (100) Saal Aur Hazrat Bibi Sayerah Razi Tala Ho
Jagaaho Par Kiya Hai. Anhuma Ki Umar Mubaarak Nabbe (90) Saal Thi. Budhaape Ki
Riwayato Me Hai Ki Sab Se Pahele Aap Hazrat Ismayeel Umar Me Allah Ta’ala Ne Inhe Aulaad Ataa Ki.
(Alaihay Salam) Ne Ghodho (Horse) Ki Sawaari Ki Aap Se
Pahele Ghodhe Bhi Dusre Jungli Jaanwar Ki Tarha The. Aap Ne ♥ Allah Ta’ala Ka Qur’an Majeed Me Irshaad–e–Aalishaan Hai,
Arbi Nasl Ke Jangli Ghodo Ko Apni Taraf Manoos Kiya Ya Apne Aur Hum Ne Basharat Di Aap Ko (Hazrat Ibraahim Alaihay
Si Hilaa Liya (Paaltu Banaya). Aap Ki Eik Aawaaz Par Woh Salam Ko) Ishaq Ki , Ke Woh Nabi Hoga Saleheen Me Se , Aur
Jungli Arbi Ghodhe Aap Ke Paas Daudhe Chale Aate The. Aap Ham Ne Barqate Nazeel Ki Iss Par Aur Ishaq Par Ki Inn Ki
Huzur–e–Aqdas Rahematul Alamin Mohammed Mustafa Nasal Me Koi Nek Hoga Aur Koi Apni Jaan Par Khulaa Zulm
(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Ghodhe Paalo Aur Karega”.
Unn Ki Nasal Badhaavo, Kyon Ki Ye Hazrat Ismayeel (Alaihay
Salam) Ki Viraasat Hai”. Allah Ta’ala Ne Jitne Bhi Paigambar (Alaihay Salam) Mabwoos
Kiye Ya Bheje Woh Sab Ki Sab Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Ki
Riwayato Me Hai Ki Hazrat Ismayeel (Alaihay Salam) Sab Se Nasal Se Hi Hai. Siwaaye Aakhiri-Uz–Zamaa Aap Hazrat
Pahele Fasheeh Aur Ballikh Arbi Zubaan Bolne Walo Me Se Hai, Mohammed Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke, Aap
Ye Zubaan Aap Ne Hazrat Ibraahim (Alaihay Salam) Se Bhi (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Nasab Hazrat Ismayeel
Pahele Ke Qadim (Puraane) Qabile Jo Ki Makkah Aur Uss Ke (Alaihay Salam) Se Ja Milta Hai.
Aas Paas Aabaad The Unn Se Sikhi Thi. Aap Huzur Pur Noor
Hazrat Mohammed (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya,
Riwaayato Me Hai Ki Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Ne Chalees
“Hazrat Ismayeel (Alaihay Salam) Woh Sakhsh Hai Jinhone (40) Baras Ki Umar Me Hazrat Ibraahim (Alaihay Salam) Ki
Sab Se Pahele Fasheeh Aur Ballikh Arbi Zubaan Me Guftgoo
Hayaat–e–Mubaarka Me “Rafqaa”’ Se Nikaah Kiya. Jo Ki
(Baate) Ki, Aur Uss Waqt Aap Ki Umar Mubaarak 14 Saal Thi. Baanjh (Bachcha Na Paida Karne Waali Aurat) Thi. Isiliye
Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Ne Baargaahe Allah Wandi Me
Ek Sau Tirehattar (173) Saal Aap Ki Hayaate Mubaarka Rahi. Duwaa Ki Aur Allah Ta’ala Ne Aap Ki Duwaa Qabool
Aur Aap Aapki Waldaa Hazrat Bibi Hazraa Ke Paheloo Me Farmaayee, Aur Aap Ke Ghar Judwaa Aulaade Huyee. Jin Me
Hateem (Makkah) Me Madfoon (Dafan) Hai . Se Bade Ladke Ka Naam Ayeeshu Aur Chote Ladke Ka Naam
Yaqoob Tha. Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) ! Hazrat Ayeeshu
(Alaihay Salam) Se Jiyada Mohabbat Karte The Kyonki Woh
Badi Aulaad Thi. Jab Aap Ki Biwi Raftaa Hazrat Yaqoob Hazrat Yaqoob (Alaihay Salam) Ne Apne Bade Bhai Ke Kapde
(Alaihay Salam) Se Jiyada Mohabbat Karti Thi Kyounki Woh Pahene Aur Apni Gardan Aur Haatho Par Baqre Ki Khaal (Jild)
Chote The . Ke Baal Laga Liye.
Aur Bhoona Huwaa Baqra Lekar Apne Waalid Hazrat Ishaq Ki
Aziz Dosto ,….. Jab Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Budhaape Ki Khidmat Me Pahooche. Aur Unhe Gost (Meat) Pesh Kiya Toh
Umar Me Pahooche Toh Aap Ke Aankho Ki Raushni Kam Ho Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Ne Poocha Ki, “Tum Kaun Ho ?”
Gayee. Jis Ki Wazaah Se Aap Ko Bahut Kam Dikhayee Deta
Tha. Eik Din Aap Ne Apne Bade Bete Ayeeshu Se Farmaaya Ki, Toh Hazrat Yaqoob (Alaihay Salam) Ne Jawaab Diya, “Main
“Aye Mere Bete ! Tum Shiqaar Par Jaavo, Aur Shiqaar Kar Ke Aap Ka Beta Hoon”. Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Ne Unhe
Pakaa Kar Ke Mujhe Umdaa Aur Laziz Khana Khilaavo, Taa Ki Apne Gale Se Laga Liya Aur Unhe Chooma. Aur Kahene Lage,
Mai Tumhaare Liye Barqat Ki Duwaa Karoo”. “Aawaaz Toh Yaqoob Jaisi Hai, Lekin Kapde Aur Jism Ayeeshu
Ke Jaisa Hai”.
Dosto Ye Ek Paigamber Ya Nabi Ki Wo Duwaa Hoti Hai Jo Ki
Paigambar Ya Nabi Apne Baad Apne Jaa–Nasheen (Waaris) Ke Aur Jab Khana Khaa Chuke Toh Duwaaye Karne Lage, “Tu
Liye Khashushi Taur Par Karte Hai, Aur Wo Duwaa Baargaah– Apne Bhaiyo Me Buland Martabe Wala Aur Unchi Shaan Wala
e–Ilaahi Me Maqbooliyat Ka Muqaam Rakhti Hai.Yaani Ki Ho. Saare Bhaiyo Aur Saare Qabile Par Tumhara Naam Buland
Yaqinan Qabool Hoti Hai. Ho, Aur Tu Aulaad Aur Maal Me Qasrat Se Nawaaza Jaaye”.
Hazrat Ayeeshu Jo Ki Eik Shiqaari The, Isiliye Apne Abba–Jaan Jab Hazrat Yaqoob (Alaihay Salam) Apne Waalid Ke Paas Se
Ke Huqum Ki Taamil Karne Ke Liye Jungle Ki Taraf Rawaana Rukhsat Huve Toh Tabhi Un Ke Bade Bhai Ayeeshu Bhi Wahaa
Ho Gaye Taaki Kisi Jaanwar Ka Shiqaar Kar Ke La Sake. Lekin Tashreef Le Aaye. Un Ke Paas Bhi Khaana Tayyar Tha. Aur Jab
Jab Ye Baat Unki Waaldaa ‘Raftaa’’ Ke Kaano Me Padhi Toh Shiqaar Ka Gost Unhone Apne Abba–Jaan Ki Khidamat Me
Unhone Apne Chote Bete Hazrat Yaqoob (Alaihay Salam) Ko Pesh Kiya Toh. Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Ne Poocha, “Bete
Huqum Diya Ki Apne Rewadh (Paaltoo Jaanwaro) Me Se Do Ye Kya Hai ?”’
Achche Baqre (Gots) Jeebah Karo Aur Unhe Bhoon Kar Aapne Ayeeshu Ne Jawaab Diya, “Ye Khana Hai. Jis Ka Aap Ne
Waleed Ki Khidamat Me Pesh Karo”. Huqum Diya Tha”.
Yaqqob (Alaihay Salam) Ki Waalda Jo Ki Hazrat Yaqoob Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Ne Kahaa, “Kya Tum Thodi Der
(Alaihay Salam) Se Bahut Mohabbat Karti Thi, Un Ki Dili Pahele Nahi Aaaye The ?, Aur Maine Tum Se Khana Nahi Liya
Khawaahish Thi Ki Hazrat Ishaq (Alaihay Salam) Apni Jaa– Tha ? , Aur Kya Maine Tuhaare Liye Duwaa Nahi Kar Di Thi ? ”
Naseeni, Hazrat Yaqoob (Alaihay Salam) Ko Ataa Kare Aur Un Ayeeshu Ne Arz Kiya, “Nahi ! Main Toh Abhi Aa Rahaa Hoon”.
Ke Haq Me Barqat Ki Duwaa Kare .
Hazrat Ayeeshu Samajh Gaye Ki Ye Saari Chalaaqi Aur
Isiliye Hazrat Yaqoob (Alaihay Salam) Ne Apne Waalda Ke Hoshiyaari Hazrat Yaqqob (Alaihay Salam) Ki Hai. Woh Bahut
Kahene Par Do (2) Baqre Jeebah Kiye Aur Unhe Bhoon Liya. Sakht Naraaz Huve. Aur Hazrat Yaaqoob (Alaihay Salam) Se
Aur Apna Huliya Apne Bade Bhai Ayeeshu Ki Tarhaa Banaya, Kahaa, “Tum Ne Mere Saath Be–Imaani Ki Hai. Mai Tumhe Iss
Kyonki Hazrat Ayeeshu Unn Se Dildaul Aur Qad Me Jiyaada Be–Imaani Ki Sazaa Dooga Aur Tumhe Qatal Kar Dalooga”.
The Aur Un Ke Jism Par Baal Bhi Bahut Jiyaada The. Isiliye

You might also like