You are on page 1of 9

Hindi Lesson 2

Use of ‘have to’

1. I have to eat. Mujhe khana hai.


2. I have to go. Mujhe jana hai.
3. I have to see. Mujhe dekhna hai.
4. I have to write. Mujhe likhna hai.
5. I have to watch. Mujhe dekhna hai.
6. I have to play. Mujhe khelna hai.
7. I have to ask. Mujhe poochna hai.
8. I have to sing. Mujhe gaana hai.
9. I have to sleep. Mujhe sona hai.
10. I have to walk. Mujhe chalna hai.
11. I have to sit. Mujhe baithna hai.
12. I have to say. Mujhe kehna hai.
Introduction -Conversation
Namaste
Aap kaisi hai? (How are you?)
Aapka naam kya hai? (What is your name?)
Aap kitne saal ki ho? OR Aapki Oomra kya hai? (How old are you? OR What is your age?)
Aap kahaan rahtee ho? (Where do you live?)
Aap india me kaha se ho? (Where are you from?)
Aapka qualifications kya hai? (What are your qualifications?)
Aap kya kaam karti hai? (What work do you do?)
Aapke parivaar me kitne log (members)hai? (How many family members do you have?)
Aapke mummy / papa kya karte hai? (What do your parents do?)
Aapko kya karna pasand hai? (What do you enjoy doing?)
Personal Pronouns ( First Person )
I am a girl. - Main ladki hoon.
*I — Main Don’t leave me. - Mujhe mat chodo/chodna.
*Me — Main, Mujhe, Mujhko, Mushje You talk to me. - Tum Mushje baat karo.
*My / Mine — Mera /Meri You don’t talk to me. - Tum mujhse baat mat karo.
Myself — Apnea aap / Khud This is my book. - Yah meri kitaab hai.
*For Me — Mere Liye I will call you myself. - Main tumhe khud se call karunga.
This is for me. – Yah mere liye hai.
Second Person
YOU — tu, tum, aap You are so beautiful. - Tum/Aap bahut sundar ho.
YOUR — Tumhara / Aapka (M) What is your name? - Tumhara naam kya hai?
Tumhari / Aapki (F) I like your dress. - Mujhe tumhari dress pasand hai .
Tumhare / Aapke (plural ) What are your names? - Tumhare naam kya hain?
FOR YOU — Tumhare Liye / Aapke liye

Third Person
He - she - it– They He is good. - Vah accha hai.
Vah -Vah -Ve Her house is so big. - Uska ghar bahot bada hai.
His - Her - Them They are new to this place. - Vea ees jagah mein naye hai.
Ooska-ooski-ooske-oosea-Oonhone She made a card for him. - Usne ooske liye card banaya.
For him/her (ooske liye)

You might also like