You are on page 1of 1

Nauha and

Salaam Lyrics
Ya Rabbe Haq-e-Zehra
- September 24, 2014

Ya Rabbul Mashraqain, Ya Rabbul


Maghrebain

Ya Rab Behhaqe Zehra, Taufiq Yeh Ata Ho


Marney Sey Pehley Ya Rab Deedar-e-
Karbala Ho

Jo Arz-e-Karbala Hai, Har Arz Sey Siva


Hai
Iss Khaak-e-Karbala Pei, Sheh Ka Lahu
Mila Hai
Har Ladawa Mariz Ki, Yeh Khaak Hi Dava
Ho
Marney Sey Pehley Ya Rab Deedar-e-
Karbala Ho

Mein Bhi To Matami Hoon, Zakir Hun


Seyyada Ka
Nauha Parha Hai Mainey, Humshakley
Mustafa Ka
Iss Zakeri Ka Meri, Kismat Mei Yeh Siva
Ho
Marney Sey Pehley Ya Rab Deedar-e-
Karbala Ho

Ya Rab Namaz-e-Shab Mei, Bass Yeh Dua


Karun Mein
Kuch Deyr Uss Zameen Par, Majliss Bapa
Karun Mein
Har Matami Key Lab Par, Har Dam Yehi
Dua Ho
Marney Sey Pehley Ya Rab Deedar-e-
Karbala Ho

Mazloomiyat Pei Jiski, Rota Hai Yeh


Zamana
Uss Beykhata Key Dar Par, Ek Baar To
hai Jana
Jo Qarz Hai Lahu Par, Ho Iss Tarha Ada
Ho
Marney Sey Pehley Ya Rab Deedar-e-
Karbala Ho

Wo Sar-Zameen Jahan Par, Gunji Azaan-e-


Akbar
Tasbeeh Aansu'on Ki, Parhni hai Uss
Zameen Par
Ik Sajda-e-Aqeedat, Uss Khaak Par Ada
Hao
Marney Sey Pehley Ya Rab Deedar-e-
Karbala Ho

Qurbaan Ho Gaya Jo, Kulsoom Ki Dua Par


Ro'zaa Mei-Uska Deykhun, Jo Margaya
Wafa Par
Ghardey Sharaf Bhi Meri, Taqdeer Mei
Likha Ho
Marney Sey Pehley Ya Rab Deedar-e-
Karbala Ho

http://www.youtube.com/watch?
v=xYisxddDKF8

Sumana 24 September 2014 at 11:54

This is a NAUHA not a munajaat and


was read by Farhan Ali Waaris.

REPLY

Programming Files
23 May 2018 at 10:26

pls watch my sharies

REPLY

To leave a comment, click the button below


to sign in with Google.

SIGN IN WITH GOOGLE

Popular posts from this blog

Sakina Utho Meri Jaan Utho


- October 20, 2019

Sakina uttho. meri jaan uttho, rehaayi


milee Chalo ghar chaley Yeh karti thi
maa, lahad par bukaa. meri laadli, …

READ MORE

Andhere Andhere Yateemo Se Chup


Kar
- January 16, 2021

Zehra... zehra.. zehra... zehra...


Andhere andhere yateemo se chup kar
sare qabr e zehra ali ro rahe hai Ya …

READ MORE

Mere Hussain Teri Maa Kaha Kaha


Roye
- October 22, 2020

Bala ke dasht ke manzar hai, sab nigaho


me, Howe hai aal e Nabi par, joh zulm
raaho me, Sada e Fatima Zehra, thi yeh …

READ MORE

Powered by Blogger

You might also like