You are on page 1of 1

Mujhe Se Pehli Si Mohabbat

Maine samjha tha ke tu hai to darakhshaan hai hayyaatTera gham hai to sham-e-dahar ka
jhagra kya haiTeri soorat se hai aalam mein baharon ko sabaatTeri aankhon ke siwa dunya
mein rakha kya hai

To jo mil jaye to taqdeer nigoon ho jayeYun na tha maine faqat chaha tha yun ho jayeAur bhi
dukh hain zamane mein mohabbat ke siwaRahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa

Angeenat sadiyon ke taariq bahimanaa talismResham-o-atlas-o-kamKhwaab mein bunwaye


hueJaa-ba-jaa biktey hue koochaa-o-bazaar mein jismKhaak mein litharey hue, khoon mein
nehlaaye hue

Jism nikaley hue amraaz ke tannuuron sePeep behti hui jaltey hue naasuuron seLaut jaati hai
udhar ko bhi nazar kya ki jiyeAb bhi dilkash hai tera husn mager kya ki jiye

Aur bhi dukh hain mohabbat ke dukh ke siwaRahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa

Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na maang

Don’t Ask Me Now, Beloved


-

Don’t ask me now, Beloved, for that love of other daysWhen I thoughy since you were, life
would always scintillateThat love’s pain being mine, the world’s pain I could despiseThat
your beauty lastingness to the spring would denote,That noyhing in the world was of worth
but your eyes;Were you to be mine, fate would bow low before me.It was not so; it was only
my wish that it were so;Other pains esist than those that love brings,Other joys than those of
lover’s mingling.Dark fareful talisman, come down the centuries,Woven in silk and damask
and cloth of gold;Bodies that everywhere in streets soldCovered with dust, all their wounds
bleeding.

Bodies that have passed through the furnace of illsWith putrid ulcers which their humours
spills.How can I but turn my eyes sometimes that way?Your beauty is still ravishing, what can
I say?

Other pains exist than those that love brings,Other joys than those of lovers’ mingling.Don’t
ask me now, Beloved, for that love of other days.

You might also like