You are on page 1of 1

Duniya Ke Ay Musafir Manzil Tere Qabar Hai Tay Kar Raha Hai Jo tu Do Din ka ya Safar hai Duniya Ke Ayyyy

Musafir Jab Sa Bani Hai Dunya Lakhon Karoron Aye Baqi Raha na koi Matti main sab samayee mat bholna yaha per sab ka yahi hashar hai Duniya Ke Ay Musafir Ankhon sa tunay apni kitnay janazay dekhay ? Hathon sa tunay apnay dafnay kitnay murday ? Anjam sa tu apnay kyun itna ba khabar hai Duniya Ke Ay Musafir Manzil Tere Qabar Hai Tay Kar Raha Hai Jo tu Do Din ka ya Safar hai Duniya Ke Ayyyy Musafir Makhmal main sonay walay maati main so rahay hain shah o gada yaha per sub ek ho rahay hay Dono hoye barabar yea mout ka asar hay Duniya Ke Ayyyy Musafir Duniya Ke Ay Musafir Manzil Tere Qabar Hai Tay Kar Raha Hai Jo tu Do Din ka ya Safar hai mati k potlay tujh ko mati main hay samana ek din yaha tu aya ek din yaha say jana rukna yaha per jari tera safar hay Duniya Ke Ay Musafir Manzil Tere Qabar Hai Tay Kar Raha Hai Jo tu Do Din ka ya Safar hai

You might also like