You are on page 1of 13

Hindi MOVIE

By Jagadish

Dosti kis kaam ki

Amir khan: yaar dosti karni hai tere se


Shahrukh khan: dosti pe mat ja, izzat pyari hai to kuch der pad likh , khamaka mera mazak kar raha hai
Amir khan: dosti tere pe kurbaan, zindagi de denge tere naam, apni bhi kya dosti jab zindagi na milegi
dobara to ho jayenge shaheed tere naam
Shahrukh khan: filmi dialogue hain, wobhi army ki, bahut khoob
Amir khan: kal tere doosre dost ne tere pe mazak kiya tha, acha nahi lagta
Shah Rukh khan : to
Amir khan: uski band Baja denge agar phir se tere ko bura bhala kaha to
Shahrukh khan: sallu bhai se door hi reh to behtar, under karva dalega, malumhain, circle inspector ka
beta hai, bachke reh aur door hi reh to behtar
Salman khan: kya baat ho rahi hain mere bare mein
Shahrukh khan: kuch nahi bas dosti pe sher
Salman khan: phir to theek, waise bhi, nafrat ki nigah se dekhe to zindagi kam pad jati hain, haste raho
to zindagi age chalne ki bimari
Amir khan: wah khoob kaha
Salman Khan: Yeh kaun
Shahrukh khan: dost apna
Salman khan: oh to hum se bhi dosti kar lijiye, waise bhi yaha ke bande hum se neeche, par malamal aur
amir izzat se
Amir: apna naam bhi amir hain, kaha jata hain, nazar sabki tej par hum usse bhi tez, bolo kaise
Salman khan: mujhe kya malum , arz
Amir: dushmani hum tabhi lete hain jab yarana khoob mile, dosti kis kaam ki jab yaari toote
Salman khan: wah wah wah wah

Pyar kis kaam ki

Sonakshi Sinha: yaar aaj tu jaldi aa gayi, kya hua, narazgi kisise
Preeti zinta: haa , chuhe daud rahe the, gussa aya, to diya pet puja, ab a gayi , ghar
Sonakshi Sinha: puri kahani suna
Preeti zinta: dosti kis kaam ki jo shaadi mein na badle , manjurgi mili budo se phir bhi na kar payi irada
Sonakshi Sinha: kya hua , boyfriend
Preeti zinta: izzat ki roti kamane ke chakkar mein huyi narazgi dost se, badle mein kaha blood group not
matching
Sonakshi Sinha: to doosre se shaadi kar, ab kya hua
Preeti zinta: milte hain log bure waqt par , socha apni life settle, phir pata chalta hain sandesh kisi aur ko
mile to zindagi apne ko gavani padti hain
Sonakshi Sinha: wo to sahi baat
Preeti zinta: zindagi jua hain jo ladkiya nahi khelti, par zindagi mein agar ladka pakadna ho to ladki
through hona munasib hain
Sonakshi Sinha: ab kya karogi
Preity zinta: waqt ka kya bharosa, koi paas to koi fail, zindagi ka naam waqt gujarna, koi to milega phir se
Sonakshi Sinha: Zindagi ka naam hi hain kal kare so aaj kar, doodne pe milte hain humsafar, wada karo ki
sach ka saamna karogi
Preeti zinta: friend wasnt unethical, meri zindagi phuti ki Maine pehle pyar kiya, phir pachtayi
Sonakshi Sinha: pyaar kis kaam ki jo dosti nibhane par milti hain, dosti bhi bhali jo such se shuru huyi
Preity zinta: wah wah wah wah
Sonakshi sinha : wah wah wah wah

Dushmani kis kaam ki

Danny danzapa: bhai , kisi se dushmani karni hai, aaj haath mein bahut khujli ho rahi hain, kya bolta hai
Paresh Rawal: marna hai kya tere saath, ramayan ka path hain, seeta ka haran, ram ki maut
Danny danzapa: dushmani pyari, par watan apni nahi, kaam hoshiyari ka, par zindagi apni suhavani
Paresh Rawal: wow ye hui na baat, wada karte hain ki bachne ka kaam police ka, mara mari apne ka aur
bandook kisi aur ka
Danny danzapa: do khoon tere haath ka, teen mera, aur jo bacha wo khuda ka
Paresh Rawal: saali zindagi photo mein atki, jail ki naubat apni aur gulami hamari sweekar to visfot
public ka
Danny danzapa: tera ghar mera, meri biwi teri, par agar khuda chahe to sau baar ki friendship hamari
Paresh Rawal: wada karta hun ki maa baap kabhi paida na ho to zindagi haram khor jaisi
Danny danzapa: yeh sala kaun a gaya beech mein
Boman irani: naam nahi suna kya mera, tees rape, aur goli ki kimat mrityushanka
Paresh Rawal: haan malum, jaan pehchaan bhi, par malum nahi tha ki ramayan ki katha kisse shuru kare
Boman irani: wo to mujh par chod, ram ki leela ab Sri Krishna ki barbadi se shuru hogi
Danny danzapa: wo kaise
Boman irani: Sri Krishna vanvas jayega aur gopiya ram ki biwi banegi
Paresh Rawal: practicality mein possible hain
Boman irani: choro se kya Lena hum to direct insaan ke khoon ke pyase, zindagi mein kuch hua to sirf
karne ka tajurba apna
Danny danzapa: heroes kaun hain is puri mahabharat aur ramayan mein
Boman irani: sabr ka phal meetha hota hain, knowledge positive, destruction negative, conclusion
villains success in ratio of deaths of heroes
Paresh Rawal: Wade par mukrega nahi kyunki mujhe ladkiyan pasand nahi
Danny danzapa: mujhe bhi, par thodi nadaani ki action jaroor kar leta hun agar storyline ho to
Boman irani: dushmani kya kaam ki jo heroes ki maut na aye par naach gani jaroor hona hain

Paresh Rawal: wah wah wah wah


Danny danzapa: wah wah wah wah

Comedy kis kaam ki

Danny danzapa: dekh bhai, teri business teri, meri business meri, mamla jhatpat kar bhook lagi hain
Shah Rukh khan: dekh bhai, meri business tere se clash ho rahi hain, iska mujhe bhi dukh hain, par main
business mein rehna chahta hun, nahi to mere maa baap nahi manege
Paresh Rawal: dekh bhai tere maa bapuji nana nani jo kuch bhi hain tu hi nipat aur khana de business to
hamara diwala huwa hain to business mein hum rahenge tum nahi
Shah Rukh khan: to mein kya khaunga, jo kuch bhi milta hain meri family kha leti hain, mere liye kuch bhi
nahi bachta
Danny: pet hain ki kuan, kitna kha sakta hain, diabetes ayi hain mujhe, khana nasib hi nahi hota
Shah Rukh khan: chal sikka phek, agar heads ayi to teri business meri, agar tails to meri business teri
Paresh Rawal: achi baat hain not acceptable kyonki Danny ka sikka har waqt head pe hi rukta hain
Shah Rukh khan: aur heads mujhe pasand hain, kal ki match betting mein head ki wajah se mein jeeta
Danny danzapa: tu hero hain ki villain, har baji villains bhi jeete hain, aise kaise maan lein, sikka mein
nahi chalane wala
Shah Rukh khan: fine , ab game rules aap batayiye, main as usual follow koroonga waise bhi aaj ghar
mein matar paneer bani hain
Paresh Rawal: aur hamari sher
Shah Rukh khan: parcel service accepted
Danny accepted: accepted but courier charges yours, do saal pehle courier charges ne sau rupaya charge
kiya ghadi deni padi
Shah Rukh khan: parcel service vapas karni thi
Paresh Rawal: wo Maine bheji thi
Shah Rukh khan: oh ab meri case

Danny danzapa: business is business paiso ki delivery mein ab hum rahenge tum nahi kyonki paiso se
hum videsh yatra karna chahte hain kyonki hum bude ho rahe hain
Shah Rukh khan: meri umar bhi lagbhag challis saal hain, aur main videsh nahi ja sakta kyonki aapko jana
hain, deal cancel
Paresh Rawal: buddo ko bhi jaane ki anumati nahi
Shah Rukh khan: nahi jo videsh ek jaye aur doosra nahi na insafi
Danny danzapa: deal cancel
Paresh Rawal: wah wah wah wah

Discussion kis kaam ki

Salman khan: thehar to sahi, bata to akhir gussa kyon, jo kiya hum dono ki bhalayi ke liye kiya
Preity zinta : haa malum hain, acha Aadmi hain, isliye mere ird gird ghum raha hain
Salman khan: agar bura Aadmi hota to
Preity zinta: jhatpat se shaadi kar leti
Salman khan: wo kyon
Preity zinta: tension puri zindagi, kaun sa sadiyal insan mere se shaadi karega, akeli rahoongi to mari
jaoongi
Salman khan: agar umr atrah se kum huyi to
Preity zinta: go to top institutes for security either education or networking
Salman khan: that was nice to hear
Preity zinta: ab kyon mere age peeche ghum raha hain
Salman khan: pyaar kiya hain tere se, dosti to nibhane de, shaadi nahi to kya hua, acha ladka pasand
hain to bata, you helping hand

Preity zinta: papa mummy abhi mare nahi jo tere se madad mangungi ,
Salman khan: agar unethical nikle to
Preity zinta: to relatives ki help loongi, par gair mard se madad mangi to ulta responsibility person ke
upar mukadma bhi dayar nahi kar sakti
Salman khan: oh !!!! sorry
Preity zinta: wo naubat meri nahi hai, for your information, agar huyi to contact mein rakhoongi ladies
belt side of relatives for additional protection
Salman khan: phir to main tumko chod hi doonga

Preity zinta : beshak


Salman khan: final gift kya chahiye
Preity zinta: discussion kis kaam ki and pyaar ka punchnama kyon jab zindagi bitani hi nahi tere se to
rishtedari kyon, family ki relationship hi behtar at least gum mein nahi bitaungi zindagi, do pal khushi ke
aur do pal aasoo ke par tabiyat to meri bigadi par sukoon to hoga ki apne the paraye nahi
Salman khan: wah wah wah wah
Preity zinta : shukriya

Diler kis kaam ki

Amir khan: Shah Rukh khan mera dost hain


Paresh Rawal: to hum kya kare, phul mala chadaye kya, naseeb likh kar aya hai, humse panga
Amir khan : diler ka naam hain mera, shama yachna maang mere dost se
Danny danzapa : yaar dushmani aise hi hum nahi lete, jo kuch bhi ho amne samne
Amir khan: aise kaise shama maang aur dafa ho jao
Danny danzapa: sorry yaar, business humko pyari hain, kaam karte hain, competitor hain Shahrukh aur
hum is bazaar se nahi hatenge
Amir khan: dostana mera bhi hain Shah Rukh se, nahi hatoge to nikalwa dunga tum sabko
Paresh Rawal : baatcheet

Amir khan : baatcheet kya karte ho, humse koi jeet hi nahi saka, chehra yu pad leta hun, shukr mana ki
aaj ravivar hain
Danny danzapa: tere dost se bol mamla bigadne se pehle apni rakhwali ke bare mein soche
Amir khan: mere hote huye uski rakhwali ka khayal bhi mat karna
Paresh Rawal : bujurg hain hum, thodi tameez rakh, business ke kuch usool hote hain
Amir khan : padayi main mein weak, but dostana yari jaise
Danny danzapa: pada likha bhi nahi, aur yarana, tera Shah Rukh bilkul third rate, dosti bhi barabar logo
se ki jaati hain, tere jaise tees Mar kha ki dosti hain, to nikal jaane ko bol apne yaar ko
Amir khan: aise kaise
Paresh Rawal: kyonki , dosti bhi rishtedar jaise hoti hain, buri agar lat hain to uska shrey bhi dosti par ja
kar samapt hoti hain, ache bache samajhdar logo ke beech main seekte hain , anpad gavar log ke beech
mein hain, wo ab humko ab pata chala
Danny danzapa: ja aur apne dost se keh, yeh baat
Amir khan: wo to waise bhi, naam diler hain yaad rakh
Paresh Rawal: yaar dost ne barbaad kardi Shah rukh ki zindagi
Danny danzapa : nikalwa denge bazaar se, dosti anpad gavar se nahi karte, pustak mehal se kare to
shoba deti hain
Paresh Rawal: wah wah wah wah
Danny danzap : seekhega Shah Rukh buri tarah se, may god bless him
Paresh Rawal: may god bless him

Mohabbat kis kaam ki

Shah Rukh khan: aap kaun


Boman irani: aapka shubh chintak
Shahrukh khan: kya mamla hain ki aap farmayiye

Boman irani: kuch nahi tumhare dost ne mere client ko barbaad karne ki koshish ki
Shah Rukh khan: oh amir khan
Boman irani : haan
Shah Rukh khan: kuch log aate hain kuch bane aur kuch log bigte hue ko aur bigad dete hain , usime ata
hain amir khan
Boman irani: to tumhara uske saath Lena dena hain nahi
Shah Rukh khan: aisa main keh nahi sakta kyonki such har waqt ubhar ke aata hain, Maine ab jhooth bol
bhi diya to duniya mere ko maaf nahi karegi kyonki biography to sabki likhte hain, kabhi na kabhi meri
bhi hogi chahe direct ya indirect
Boman irani : to
Shah Rukh khan: to baat yeh hain ki wo amir mera bachpan ka saathi hain, yaari pe kurbaan hone ke liye
bana hain, maafi uski aur se
Boman irani: business pe rehna hain aur paise kamana hain to thodi bahut mehnat achi disha mein kare
to behtar, aur in dosto se door raho to bachne ke chances jyada, nahi to is duniya mein maut se bhi
batar paisa na hona
Shah Rukh khan: haan main ethical
Boman irani: thanks , main acha hu yeh kabhi mat sochna, ache log bhi Bure ban jaate hain jab thokar
lagti hain call is situation based villains
Shah Rukh khan: ab Maine kya kiya jo aap farmaye
Boman irani: background check ki, tum actually business ke layak hi nahi ho , friends anpad gavar,
mother father lavish, paisa milta hain no savings, books fiction wo bhi free of cost, networking zero,
halla gulla machana bachpan se aadat , thokre mili par no seekh, bachne ke chances people say god
bless his soul
Shahrukh khan: to mein karoon kya is duniya mein
Boman irani: choose a profession of not struggle but passion, tab Jake banti hain life settle
Shah Rukh khan: knowledge please

Boman irani: work with passion and dedication and take jobs which are difficult but within reach to earn
finance

Boman irani: kaam wohi Lena jo samajh mein ayi, doosre ke akhade ujadne ke liye business nahi bani
desh sawarne ke liye business mein kadam rakhi jati hain, sab bhale to hum bhale, checks and
rectification sab industries mein hain, bachke rehna
Shah Rukh khan: thanks , shukriya

Waqalat kis kaam ki

Salman khan: amir tu har waqt bigadta kyon hain Shah Rukh ki zindagi
Amir khan: meine actually bigada nahi, sudharne ki koshish ki, kuch bani, kuch nahi
Salman khan: Shahrukh ne aise hi tere ko bhej diya competitor ke saath mara mari karne ke liye
Amir khan : nahi
Salman khan: to gaya kyon
Amir khan: mere ko dost ki ninda pasand nahi
Salman khan: agar pasand nahi to usko aur to mat bigad
Amir khan: malum hain, par zindagi kadvi ban jati hain, kaam kuch nahi to dost ki madad hi sahi
Salman khan: tu actually bigda hua insaan hain, kuch padayi kar tab akal ayegi
Amir khan: wo to Shah Rukh bhi bolta hain
Salman khan: to kuch ban
Amir khan: kaise , graduate to fail ho gaya, mujhko padayega kaun
Salman khan: Zindagi choti banti hain jab kaam aata ho to, par dikhti badi hain, jo kaamchor ho
Amir khan: little bit
Salman khan: theek hain mere bhai, ek naukri hain
Amir khan : kya
Salman khan: data entry job , monthly dus hazar ki naukri, kar , baad mein pad Lena
Amir khan : shukriya
Salman khan : waqalat kis kaam ki jo dosti ke time pe na kaam aye
Amir khan: wah wah wah wah

Naseeb kis kaam ki

Sonakshi Sinha: udas baithe ho ghar par


Shah Rukh khan: zindagi majak ban gayi, competitor se dosti bhi nahi bani aur dushamani har pal
mandrati rehti hain
Sonakshi Sinha: kaam isliye kiya jata hain kuch seekh duniya se mile taki ghar abaad rahe
Shahrukh khan: hum dono ki shaadi ho hi nahi sakti
Sonakshi Sinha: preity sheher chod kahi aur Jane ki jikr bhi kar chuki
Shah Rukh khan: Salman bhi, kehta hain waqalat ab Delhi ke bahar karega, jaise ki naukri aise hi mil sakti
hain
Sonakshi Sinha: sab nasht ho raha hai, amir ka kya hua
Shah Rukh khan: chod aaya job, kehta hai, awargi hi behtar, kaam bahut mushkil ka hain
Sonakshi Sinha: shaadi nahi karega kya amir
Shah Rukh khan: nahi , kehta hai ladke parinda jaise hote hain, shaadi ke baad sab tabah
Sonakshi Sinha: humari zindagi
Shah Rukh khan: business agar haath se nikli to humari takdeer bhi unke jaisi
Sonakshi Sinha: salah du
Shah Rukh khan : haan
Sonakshi Sinha: problem to mujhe pata hain, hal doodna bahut mushkil
Shah Rukh khan: isliye aaya hoon, kuch advice
Sonakshi Sinha : partnership
Shah Rukh khan: ho hi nahi sakti , bujurg ki category main aate hain wo aur tumko malum hain main
bujurg hu hi nahi
Sonakshi Sinha : oh!!!
Sonakshi Sinha: compromise say desh humara aur videsh unka
Shah Rukh khan: main videsh na jau, aur wo videsh jaye, main ghar mein makhi maroo, ho hi nahi sakta
Sonakshi Sinha: phir hamari marriage

Shah Rukh khan: dimag wala hu, kabhi na kabhi to hal mil hi jayegi
Sonakshi Sinha : fine
Shah Rukh khan: naseeb apni apni likhawat , narajgi sabse aur himmat apni

Faulad dimag kis kaam ki

Salman khan: yaar bahut yaad aati hain preity


Shah Rukh khan: wo ja rahi hain, tum to thehre
Salman khan: kya Karoo theher kar
Shah Rukh khan: kaam hain waqalat ki aur chodne ki baat, khayega kya
Salman khan: khamakha pyaar mein phas gaya aur ubhar kar a bhi nahi pa raha
Shah Rukh khan: shivir mein ja, kuch seekh, bigad ja rahi hain teri zindagi
Salman khan : bujurg darwaza khatkhatate hain, Maine to kabhi apni umr except shadi shuda ko jaate
dekha hi nahi aur waha par bhi sex not allowed
Shah Rukh khan: to jayega kaha Hume chod kar
Salman khan: kahin door pahadi safar, man nahi lagta , sorry
Shah Rukh khan: sorry bol ke tune apni life change ki hi nahi
Salman khan: haa malum hain recession chal raha hain, aur job se bedakhal bhi par kya Karoo ishq
Shahrukh khan : ishq karna hi nahi tha jab detachment hi nahi, bharat desh ka nagrik par detachment nil
Salman khan: dil se sochne ki bimari hain
Shah Rukh khan: mara gaya
Salman khan: mara gaya
Shah Rukh khan: phir to chale ja kisi door
Salman khan: haa, faulad ka dimag hain par detachment nahi aaya, kya Karoo
Shah Rukh khan: meri baat sunega to naukri se break le aur ghoom duniya kuch mahino ke liye, phir
vapis aaja

Salman khan: doosra pyar


Shah Rukh khan: kar sakega
Salman khan : nahi
Shah Rukh khan: attempt to kar
Salman khan: pehla pyaar actual pyaar hota hain
Shah Rukh khan: pehla pyar aur pehli patni, theek hi farmaya, jaate jaate doosro se to mil
Salman khan: goodbye Shahrukh, last day

EK HI FAISLA JO KUCH KAAM KA

ON LAST DAY WHICH SHOULD BE

Amir khan: main anpad gavar elan karta hun ki main shaadi hi nahi karoonga
Salman khan: main bhi, I can't live without preity zinta
Preity zinta: ladka beyond Salman is tough, but accepting Salman impossible
Shahrukh khan: business is a loss, I am going to USA
Sonakshi Sinha: Shah Rukh is my partner and I would wait till he returns from USA else spinster

LET'S BE FRIENDS THEY ALL SAID TO EACH OTHER WITH NOBODY COMPROMISING ON THEIR
MINDSET

WHAT HAPPENED TO OTHERS

Danny danzapa: budhoo ki yaha pe koi jagah nahi, this is business


Paresh Rawal: friendship with Danny was a blessing where I relished money till death without becoming
pauper
Boman irani: working for others was pleasure and knowledgeable but restrictive still it is happiness
because this is what I like and love to do

END

You might also like