You are on page 1of 21

zulm hindi movie

by jagadish

Scene 1

Shahrukh khan : narad muni ji , hamare darbaar mein kabhi zulm hi nahi hota

Arshad warsi : yeh sab neki ka phal hain , indra ji

Shahrukh khan : to saare neech kaam yama ke darbaar mein hoti hain , humare darbaar mein nahi

Arshad warsi : haan indra ji, tuch kaam ko saja dilane ke liye hi yama ko dharmaraj bola jata hain

Shahrukh khan : aur hame

Arshad warsi : zulm jo nahi karta , uska amantran patr aapke darbaar mein hota hain

Shahrukh khan : aakhir zulm karte kyon hain log

Arshad warsi : paise ke wajah se

Shahrukh khan : par sabke paas to paisa hain , to paisa kyon wajah hain zulm karne ke liye

Arshad warsi : paisa kum hain , logo ke paas chahte jyada

Shahrukh khan : to andruni baat

Arshad warsi : politics

Shahrukh khan : gaur se batayiye

Arshad warsi : logo ko doosro ke upar habi hona pasand hain , direction giver, we sochte hain ki agar
maine doosro par habi ho sakoo aur unko kaam dila sakoo to main ameer ban sakta hoon, logo par
governance kar sakoo, to main malamal , agar na kar sakoo aur disha na dilau to mari yeh jeevan
vyarth hain , we yeh nahi jante ki sari decisions temperory decisions hain , koi doosro ka bhala kar hi
nahi sakta jabki individual permission de uspar habi hone ke liye , jab koi sunne wala hi na ho to
kaam karke kya fayda, jab koi kaam kare to yeh pata chalta hain , ki kitne beghar huye usko kaam
milne par

Shahrukh khan : oh !!!


Arshad warsi : yeh duniya neki par isliye chalti hain kyonki kisi ko marna pasand hi nahi hain , jo neki
na kare wo pachtayega jaroor, kyonki log anpad gavar nahi hain , dikhte sabhi anpad gavar zahil gaav
ke wasi , par soch sabki yehi hain , ki agar decision le to fayda kisko milega aur kyon

Shahrukh khan : to zulm karne wala zulmi hain hi nahi

Arshad warsi : haan , kyonki usne khud apna bayan kisi aur ke haatho mein saump diya hain , kyonki
usne apna kaam nahi kiya aur doosre se karvaya hain , isliye zulm kabhi tha hi nahi, bas yahi anuman
lagana hain , ki kisne permission di aur kisne permission li , is dharti par raaz karne ke liye, politicians
ko permission un par raaj karne ke liye logo ne hi nimantran patra diya hain , change the politician,
change the rules

Shahrukh khan : ab samjha , shukriya

Arshad warsi : to main chaloo indra lok se

Shahrukh khan : jarroor

Arshad warsi : aaap se baat karke acha laga, sochte rahiyega , vishay is uttejit karnewala hai

Scene 2

Arshad warsi : narayan narayan mahadev ki jai

Salman khan : narad muni ki jai, yaha par ane ka kasht

Arshad warsi : wad vivaad karne ke liye , aapse behtar mujhe aaj ke samay mein nahi mila

Salman khan : vishay

Arshad warsi : indra ji ka prastav hain ki zulm akhir aadmi karta kyon hain

Salman khan : itni si baat ko lekar indra chintit hain

Arshad warsi : haa devji , kuch aisi baat batayiye ki dil khush ho jaye
Salman khan : zulm wohi karta hain , jiska is duniya se fayda ho, ek aadmi tabhi prasthan galat raste
ki taraf ishara kar ke chalta hon jab use us disha se kuch apne liye maangna ho , wo tabhi disha
bhatkega jab use pata chalega ki us disha mein kya labh hain , agar use labh ka anuman lagana a jaye
aur yakeen tabhi woh rasta bhatakne se sankoch nahi karega , paschim logo ne kayi films bana bhi
chuke jisme paiso ka bada jikr hain , agar rasta paiso ka hain aur kisi ne wo hasil kar chuke to baki jan
bhi us disha mein jane se nissankoch nahi karenge chahe maut se na jujhna pade to tab bhi nikal
padege

Arshad warsi : to aapka kehna hain ki paisa sab kuch kaam karvata hain , including zulm

Salman khan : paisa to choti si aadmdani hain , trade relations, purane zamane se lekar aajtak trade
relations ki badaulat desh vikasit hua hain , trade agar nuksaan dilaye to zulm ka naam karan gola
barood ban jana aur bana bhi diya europe ne opium war jisme apni aamdani kam ho jayegi ke dar se
china ko force karke opium jaisi nashili dava bech dala , jab china ne virodh kiya to warfare mein
hara ke zulm karne chal baithi europe , itihas gava hain ki zulm jaanboojhkar nahi anjane mein desh
bachane ke liye bhi kiya ja chuka hain

Arshad warsi : sorry to china, sorry for europe

Salman khan : europe abhi bhi apne ko doshi maanti hain ki is duniya mein jitne julm huye hain us
me europe ka bada haath hain , jaan boojh kar nahi, anjane mein to build trade relations apne
neighbors ke saath karne ke liye rishtedari mari gayi aur zulm karna pada aur kar bhi chuki

Arshad warsi : oh !!!! Yeh khabar to bahut badiya mili , horrible trade, desh ko bachane ke liye videsh
ki ahuti , very horrible, very very horrible

Salman khan : acha , aage kya karne ka irada hain , munivar

Arshad warsi : parvathi mata hain to kuch gap shap

Salman khan : beshak , abi bulata hu

Arshad warsi : shukriya


Scene 3

Arshad warsi : namaste parvathi ji

Madhuri dixit : pranaam

Arshad warsi : aapki khushhali ka raaz , har waqt khush nazar ate rehte hain

Madhuri dixit : pati ka saubhagya

Arshad warsi : zulm karne walla ya zulm sehne wala

Madhuri dixit : dono nahi , pyaar karne wala

Arshad warsi : asambhav

Madhuri dixit : agar aap dharti mata se compare karenge to asambhav hi payenge , par meri soch bhi
dekhi jaye to asambhav sambhav mein badla ja sakta hain

Arshad warsi : aapko dus minute ka time diya maine , batayiye dharti mata ke upar aur uski
pareshani ki wajah jo mere vakya ek baar bahar nikle to change hoti bhi nahi

Madhuri dixit : zulm karne wala aur zulm sehne wala mein fark yeh hain ki dono taraf ek doosre par
habi tabhi hote hain jab unke paas networking ke auzar ho , gaav wale har waqt zulm sehte bhi nahi
hain , jabki unke paas shehar jaisi aamdani nahi hoti , par jab unki mulakat maoist se huyi to
automatically auzar unke paas a jata hain, jo karobar logo ki gustakhi par istemal kiya jata hain , agar
dar lage to aur darane ki koshish ki jati hain , paisa hadapne ke bahut se saadhan hain , par mool
agar dekha jaye , zulm karne wala aur zulm sehne wala , chief difference networking

Arshad warsi : networking, aapke hisab se bahut dangerous vastu hain , aage

Madhuri dixit : dushmani karne ka oosool aur mara mari se bachne ka oosool bhi networking hain ,
jis samay mein kaun sa auzar aadmi ke paas hota hain us auzar ki sahayta se zulm karna hain ya
sehna hain nishchit ki jati hain , vad vivaad dwara , agar networking weak hain aur kisi kaam kaaz ki
nahi to zulm sehna hi padta hain , agar auzar mein tanik bhi networking is powerful , zulm karne se
hichkichate bhi nahi hain log , networking ki wajah se aam police bhi kuch nahi kar sakti , powerful
friends ka naam karan diya jata hain aur chod diya jata hain without tusslement

Arshad warsi : wah !!!! Manna padega aapki drushtikon bahut unchi udaan se bharpoor hain
Madhuri dixit : thank you

Arshad warsi : acha main chalta hoon , kartikeyan hain to kuch sawal jawab

Madhuri dixit : beshak , wo dosto ke saath khel raha hoga , abhi bulati hun ki munivar aye huye hain ,
aapko dekhkar khush ho jayega, bahut din ho gaye aap dono ko mile

Arshad warsi : main intezaar karta hoon

Madhuri dixit : shukriya

Scene 4

Ranbir kapoor : muivar ko pranam

Arshad warsi : jug jug jiyo , kaise ho rahi hai aapki noka jhoki

Ranbir kapoor : behad badiya

Arshad warsi : suna hain ki aapne apne aap shiksha pradan karne ka nishchay kar liya hain

Ranbir kapoor : bina guru ke ,karna bhi aassan hain , bas mehnat jyada karni padegi

Arshad warsi : ladkiya bhi hoti hain aajkal

Ranbir kapoor : suna hain

Arshad warsi : to yeh bhi suna hoga ki dharti mata ki pukar ki rape is rampant

Ranbir kapoor ; rape nahi munivar , love stories

Arshad warsi : ek hi vyavharik jeevan studies kare to pyaar umad padta hain ek doosre ke liye

Ranbir kapoor : fools paradise love story

Arshad warsi : apne he varg se ninda

Ranbir kapoor : haa , munivar , love story is actually shaadi ka nyota , aur bando ko yeh hi nahi pata
ki kisko shaadi ka nyota diya jata hain aur kisko nahi, shaadi ke rules is prakar hain

Mard agar indepdent ho to aurat dependent

Mard agar dependent ho to aurat independent honi chahiye

Tabhi divorce rate nahi ho sakta kyonki dono ek samaan nahi hain , dono opposites hain

Aur magnet force says agar do insaan opposites hain to they attract each other otherwise they repel
Jab do anjaan log opposites huye to love story ho hi nahi sakti kyonki ek doosre ko janna hain to maa
bapuji ke sahayta ke bina impossible feat

Kyonki ikis gun aur opposites of each other ko janna hain to puri zindagi bitani padti hain

Aur dono opposites hone ke karan divorce kar hi nahi sakte kyonki dono ko ek doosre ke bare mein
malum hi nahi hain , aur attraction is continuous out of not knowing each other

Arsad warsi : aur shaadiyon ke baad admi aur aurat ke upar zuilm , uska kya

Ranbir kapoor : age difference mein yeh pata nahi chalega ki zulm kisne kiya hain aur kyon , wo isliye
kyonki dono ki age difference huge, uska matlab hain ki generation gap , jab generation gap ki baat
ati hain to dono ko pehle yeh pata hona chahiye ki dono mein samantaye aur asamnataye kya hain,
kyonki dono opposites hain yeh gyaat karna hi mushkil ka kaam hain , isliye zulm karna ya hain bata
hi nahi sakte so alternative ek hi milta hain dono ke pass ki adjustment, aur adjustment generation
gap ki wajah se swabhavik hain , isliye mard jyada umr aur aurat ki umr dus saal ya upar ki difference

Love story thi hi nahi , mard na apni biwi janta hain na aurat ko apna pati pehle se malum hain , jab
jante hi nahi , to love story karke kya fayda , love story tabhi possible jab unki shaadi hogi tab love
story between mard and aurat is possible

Arshad warsi : wow !!! Yeh to badi news hain , shukriya

Ranbir kapoor : thank you , mein padayi karne chala

Arshad warsi : main bhi ab chalta hoon , age bahut kaam karne hain

Ranbir kapoor : aap aye dil ko tasali mili , roz aaya kare , namaste , shukriya

Arshad warsi : jug jug jiyo

Scene 5

Arshad warsi : pujya brahma ji ko pranaam

Amir khan : suswagath , acha laga aapke ane ka , dwaar aapke liye har waqt khule hi rahenge

Arshad warsi : kya aapke saath kabhi zulm hua


Amir khan : vichitra prashn pucha hain, hum jo kabhi bahar jyada se ghume hi nahi , unko aisi prashn

Arshad warsi : zulm ghar mein bhi ho sakta hain

Amir khan : hamari biwi zulm karne mein kamyaab

Arshad warsi : ya aapne zulm kiya hain apni biwi ke saath

Amir khan : saraswathi ke bina hum kaam hi nahi kar sakte, to zulm karke kya fayda

Arshad warsi : ek baar bhi nahi

Amir khan : duniya chlana hain to kuch cheezo ka dhyaan rakhna padta hain , log aajkal bahut
sanvedan sheel ban gaye hain , baat agar kare to bahut sambhalkar baaat karna padta hain ,
aalochna kabhi bhi nahi kar sakte , bhavuk ho jate hain log

Arshad warsi : to aap baat karte kaise hain bin sanvedansheel bane

Amir khan : positive to negative flow

Arshad warsi : yaani

Amir khan : jab kisi manushya se baat kare to seedhe alochna nahi karni chahiye , isse usko thes
pahuchti hain , logo se baat karne ka ek hi tareeka hain , ache se pesh ane ka , har waqt acha bolo
aur positivism mein raho , ninda tabhi karo jab tumhe yakeen ho jaye ki doosra unethical hain , tab
bhi shuruvat ache dang se karoge aur ache vichaar daloge to log khud ba khud aapke daaman ko
chumenge , negative alochna baat karte karte hi ho jani chahiye , balki jaan bujhkar nahi karni
chahiye

Arshad warsi : ache se bure bane to behtar par kabhi bhi bure se acha banne ko gaye to logo ko
yakeen nahi ho sakta , par ache to bure bano to possibility mein aapko acha banne ka mauka mil
sakta hain

Amir khan : zulm wohi karega jisme doosro ke prati ghruna ka bhaav andaruni se prateet hoga,
alochna tabhi karte hain jab achayi bardash nahi kar sakne wale log ghruna hi karenge kyonki wo
andhruni ki baat hain , jo chehre par dikh jati hain wo achayi seh hi nahi sakta aur jo bura hain use
alochna kare bina reh hi nahi sakta , use koi cheez per alochna ki to khush , ya uski alochna kare koi
to tab bhi khush

Arshad warsi : bina zulm kiye koi reh sakta hain

Amir khan : jisme thoda bahut burayi ho andhruni to zul kar sakta hain , bina zulm kiye bina aadmi
kabhi so hi nahi sakta , bas yahi gyaat honi chahiye ki kitne mein zulmi hain aur kitna na zulmi , jo
acha aadmi hain woh kam zulm karta hain aur jo bura wo karte hi jata hain non stop zulm

Arshad warsi : acha to mein chalta hoon


Amir khan : itni door prayan karke aye hain to thoda bahut saraswathi se baat karke jayiye , unki ray
bhi mere ko avashyak hain

Arshad warsi : agar aapka kalyan hoga mere puchne par to ji avashya nissankoch puchoonge

Amir khan : shukriya , ab main aapse phir ek bar miloonga kisi aur vishay ke bare mein puchtash

Arshad warsi : thank you

Scene 6

Juhi chawla : munivar ko pranaam , aapka ane ka karan

Arshad warsi : brahma ji se baat karke ja raha tha to aapse milna anivary ho gaya

Juhi chawla : aisi kaun si apati a pahunchi ki pati dev ne aapko mere paas bheja

Arshad warsi : baat zulm ki vishay ban chuki aaj

Juhi chawla : oh !!! To main aapki kaise madad karoo

Arshad warsi : apni ray batakar

Juhi chawla : meri ray

Arshad warsi : haa !!!

Juhi chawla : sochti hoon ,

Arshad warsi : beshak

Juhi chawla : zulm barabar ke logo mein payi jati hain , jo ek doosre se takkar karte hain tabhi zulm
paida hota hain , jo ek doosre ke humshakal ho tabhi zulm karne mein maza aata hain , agar barabar
ke log nahi hain to dar ki wajah se zulm paida ho hi nahi sakta , zulm karne ke liye yeh avashyak hain
ki ek doosre ko bhali bhanti jaan le , agar dono ek doosre ko jaante hain to zulm kitni door fail sakta
hain yeh anumaan laga dalte hain , aur jab yeh pata chal jata hain to ek villain aur doosra heroism
karne kar shaukeen

Arshad warsi : wow !!!!

Juhi chawla : budhimaani bhi ek vishay hain , zulm karne ke tareeke , agar jyada budhimaan ho aur
doosra bhi takar ke layak to auzar bhi ek doosre par tootne ke liye aval number ke istemaal bhi ki ja
sakti hain , agar budhimani kam payi jaye to auzar ka istemal bhi kum payi jati hain, isliye pehle
jaanch padtaal ki jati hain ek doosre ke bare mein janne ke liye , tabhi pata chalta hain auzar kis
number ke budhiman ne istemaal kiya hain aur kyon uski avashyakta padi insaano ke beech mein aur
we kitne shaktishali yodha the
Arshad warsi : zulm jo karta hain , use kya shraap diya jana chahiye

Juhi chawla : aapka matlab court kacheri

Arshad warsi : haa,

Juhi chawla : auzaar ke istemaal ke badle

Arshad warsi : aisa kyon , auzar kyon

Juhi chawla : log jab auzar koi apna maan kar chalte hain to budhimani ki gyat hoti hain , uske hisab
se dar aur hoshiyari ka naamkaran kiya jata hain , agar auzar aval number ka kiya jaye to kacheri ka
case bhi aval number ki sunvayi ho sakti hain , par jab auzar kum budhimaan ne istemal kiya gaya ho
aur use aval number ki sunvayi di jaye to jo chalata hain auzar aur jo chalane deta hain bhaybheet
ban jate hain , usse yeh sandesh logo mein fail jati hain ki auzar istemaal ki na jaye , to zulm ho hi
nahi sakta

Arshad warsi : yeh to achi baat hain , case ki sunvayi aval number mein kare to zulm kabhi paida
hoga hi nahi

Juhi chawla : zulm paida ya na paida hona ki baat hain hich nahi , kyonki auzar jo istemal ki jati hain
wo aam aadmi ke paas har waqt hota hain , bas chalane ka tareeke ki wajah se auzar ka roop badal
jata hain

Arshad warsi : to zulm roka nahi ja sakta

Juhi chawla : nahi roka ja sakta , purane zamane mein pathar auzar tha ab chaku churi , pistol

Arshad warsi : oh !!!! Shukriya , itna kafi hain , aapse baat karke acha laga , janne ki koshish achi sabit
huyi

Juhi chawla : thank you

Arshad warsi : shukriya

Scene 7

Arshad warsi : vishnu ji sasriyakal

Akshay kumar : pranam munivar

Arshad warsi : bhasha ki ulanghan

Akshay kumar : shama kijiyega , sasriyakal

Arshad warsi : bhasha par zulm nahi karte


Akshay kumar : zulm hum kabhi bhi jaanboojhkar nahi karte , jyada padayi nahi ki isliye ulaghna
doosro ko pata chal jati hain , hume avgat karaye to sorry bol kar , ulanghan ko mafi kar dete hain
zulm tabhi kabool karnge jab no ka jhoki mein kisi ki maut ka samna karna pade to , chote chote mafi
ke layak hote hain humare vichar mein

Arshad warsi : zulm jab aapne jikar kar di to yeh bhi bata dijiye ki aadmi ki parakh kab ki jani chahiye

Akshay kumar : jo bhi cheez istemal ki jaye goes through 4 stages , introduction , growth , maturity ,
decline .even logo ki zindagi bhi aise hi char bhago mein vibhajit hain , sab paida hote to hain par
environment eats aways their roles, jo wo apne aapko dhalne mein apne se baatcheet karte hain ,
uske hisab se duniya ka nazariya dekha jata hain , jo we apne par vishwas karte hain wo hi we
yakeen mein badla dete hain , zulm karne wala bhi pakda jata hain , par 10000 hours ke baad , jo
kuch bhi is duinya mein chalta hain wo dus saal ke baad pakdi ja sakti hain , usse pehle agar jaanchna
ho to mushkil ka kaam hain , chota bacha hain sambhal jayega karke chod dete hain bujurg

Arshad warsi : zulm kaise pakdi jati hain ek aadmi ki

Akshay kumar : 10 years dus saal baad after entering agedness

Arshad warsi : oh !!!

Akshay kumar : aadat aisi cheez hain jisko agar dohrane lage to aadmi ko jaanchna bahut asan sa
kaam hain , bas tumhe yeh pata hona chahiye ki kis cheezo mein aadat hain buri cheezo par ya ache
cheezo par, bure cheezo mein aadat hain to salankho ke peeche puri zindagi bitayi, ache cheezo
mein aadat to middle class lifestyle

Arshad warsi : aapne middle class kyon kaha , rich class honi chahiye , ache karmo ke karneko

Akshay kumar : jab hum chote hote hain , to seekh di jati hain, continuous education, isliye jo aadmi
padayi puri zindagi kare aur seekhte jaye to amir ho kar bhi middle class mein rehna padta hain
kyonki duniya seekhna aur bachna is detachment from money and not attachment to money, jo
paise ki jigyasa rakhta hain wo kuch bhi seekh nahi sakta aur maar gira dete hain relatives , paiso se
prem isliye karo agar bichadne ka gum na ho to , jitna paisa padayi mein lagaya puri zindagin utna
fayda

Arshad warsi : all rich class people are wisely middle class

Akshay kumar : paisa ped pe nahi ugta , keemat puchi jati hain , samdhan dena padta hain , maut ki
seema parakhni padti hain , shiksha ka abhas hona chahiye , kalyug mein networking is important,
paisa tabhi lo doosro se jab use sambhalne ki shakti ho tab intelligently
Arshad warsi : shukriya

Akshay kumar : jane se pehle kuch seekhte jayiye

Arshad warsi : kisse

Akshay kumar : aur kisse meri biwi se aur kisse

Arshad warsi ; beshak, yaha pe sab mullah ki nagri hain aur kya

Akshay kumar : rabbii, teachers

Scene 8

Arshad warsi : laxmi mata ko pranam, sasriyakal

Vidya balan : munivar aajkal ghoomne lag gaye

Arshad warsi : prashna chinha khaye ja rahi to ghumne se uttar mil jata hain to chal diye

Vidya balan : networking is crucial

Arshad warsi : zulm hi badta hain jab log ghoome to

Vidya balan : restrict the zulm to one place ka matlab hain transportation stop

Arshad warsi : wo to sahi hain , jab transportation is stopped , zulm roka ja sakta hain

Vidya balan : to aapke ane ki wajah

Arshad warsi : pati dev dev lok sab broad minded ban ja rahe hain

Vidya balan : to pati dev ne bheja hain aako mere se mulakat karne ke liye

Arshad warsi : haaa

Vidya balan : kuch to vishay hoga

Arshad warsi : zulm roka kyon nahi jata , dino tak badava diya jata hain , aapki rai

Vidya balan : logo ko zulm karne de to employment continue ho sakta hain kyonki julm to rokna hi
logo ka kaam hain aur industries chalti hain isliye ki kuch khaas kaam kare , zulm ki paribhasha hain
jo anyay hain usko aur badava de , log by nature do prakar ke hain positive negative , positive
charactere jo zulm nahi karta use decison making body mein bhej do aur jo zulm karta hain use
videsh bhej dete hain , america isliye aisa desh hain jaha par jyada log unethical paye ja sakte hain
kyonki jab bhi koi desh premi desh wasi par zulm karta dekeh to zulmi ko america bhej dete hain ,
america aisa desh hain jaha par crime rate is huge in villages aur homo sexuality jyada dekhne ko
milti hain , sex bechne ka dhanda bhi ki jati hain specially promition mein agar baat kare to movies
like everyday is very famous

Arshad warsi : zulm dikhta to kum hain america main akhir kum zulm ka raaz

Vidya balan : zulm america mein kum isliye hain kyonki neighboring country ird gird nahi hain balki
europe and middle east nazdeek hone ke karan zulm hone aur karne ke chances jyada hain , neigbor
agar nahi hain to zulm karne ki cheshta kam hoti hain isliye log america jane ke liye razi ho jate hain

Arshad warsi : zulm ek desh ka kaise kam kiya ja sakta hain

Vidya balan : jab log education band kar de to , yeh sab plastic explosives, rdx etc sab byproducts of
knowledge hain , log purane zamane mein ache the kyonki unko kya kare ki seekh jyada nahi thi, log
pade likhe bante ja rahe hain to santulan dimag ka kho chuke hain isliye kuch karne ki chesta mein
danga fasad shuru kar di , aur aise log na kum padayi karte hain aur jyada shor gul machane mein
samarth

Arshad warsi : to education evil hain

Vidya balan : paisa is everything , aur jab education mein fail to danga fasad is famous , jo kum padte
hain unhe log dhikarte hain , dhikkarna pasand nahi aur kuch kaam karne ki cheshta khana khana
hain isliye kaam ki talash , ache jobs nahi milte to danga fasad karke rozi roti family ko dilate hain ,
isliye keh sakte hain ki education not proper is evil take over

Arshad warsi : shukriya

Vidya balan : shukriya

Scene 9

Arshad warsi : pujya yama dharmaraj ki jai

Ajay devgan : aapke ane ka kasht

Arshad warsi : aapke manzil par ane ki ek hi vajah ho sakti hain , aapko dekhne ki jigyasa

Ajay devgan : mrtuyu lok mein dekhne ke liye kya bacha , sab karyakram apne aap ho jata hain

Arshad warsi : zulm to aap karte hain jo manushya theek thaak na ho , par iska fal kya hain

Ajay devgan : maine bahut baar zulm na karne ki saugandh khayi hain , parantu zulm badta hi chala
jata hain

Arshad warsi : aisa kyon


Ajay devgan : brahma ne hamare jaise gyani ka vikas karne ke liye manushya ka vesh dharan karne
koi kaha hain , dimag hone ki wajah se log ek doosre se vibhin rehne ki koshish karte rehte hain
manushya , trade secrteret yeh hain ki dimag ka apna koi astitva hain hich nahi, dimag na
instructions deta hain na kuch karta hain , zulm karna ya na karna sab aadat ke hisab se hota hain ,
jaisi humari aadat hain waisa humara swabhav , isliye agar gaur kare to hum yehi dohrate rehte hain
ki karna to main wo cheez nahi karta par kya kare aadat se majboor hoon , aadat ho gayi hain , i
cannot withstand

Arshad warsi : aisi aadat agar aapne manushya mein dekhi hain , to wo zulm tha hich nahi

Ajay devgan : zulm nahi aadat se majboor

Arshad warsi : upay aadat chootne ka

Ajay devgan : aadat ko nikal bahar fekne ka ek hi upay hai , doosra aadat to create

Arshad warsi : ek aadat choodane ke liye doosre aadat ka aagman

Ajay devgan : haan , agar cigarette choodana hain , to aadat daal leni chahiye chai ki, jab bhi cigarete
hath mein rakhe usi shan chai ki pyali honi chahiye instead of cigarette, substitute and create habit

Arshad warsi : oh !!!! Kya aadat ek hi cheez hain jo zulm ke raste par le jati hain

Ajay devgan : emotions par jab control nahi rehta tab bhi zulm karne ka vidhi mana jata hain

Arshad warsi : to emotions ko kaise control mein rakhe taki zulm na ho

Ajay devgan : lazyness , kaam chor ka bartav agar ho to bhavuk ho hi nahi sakte aur zulm karne se
pehle hi alas takes over aur insaan ched chaad bhumi se nikal jata hain , jo bade stalwarts hote hain
wo vad vivaad nahi karte kyonki alas ki wajah se kum bolne ki ijajat hian khud se

Arshad warsi : to alas hona fayde ka kaam hain , aur jo rajasik hota hain wo mara gaya is vaad vivaad
ke chakar mein , jyada , energy levels , jyada vad vivaad, kum rajaskik aur alas , kum vad vivaad

Ajay devgan : kyonki alas hain isliye never bothered , botheration duniya ki uski hain hich nahi, kaam
mile to kiya , alas hain to nahi kiya kaam , bhookh lagi to waqt nikala kaam karne ka tareeka , isliye
koi bhi vastu ya emotion bhagawaan ne manushyo ko pradaan isliye kiya hain taki unki umr har
samay jyada rahe na ki kum umr mein nidhan

Arshad warsi : that was positive brahma, shukriya , gyaat karne ke liye ham bhi manushya ki tarah
sochte hain
Ajay devgan : phir milenge, mere sone ka samay ho gaya hain , acha to main chaloo

Arshad warsi : thankyou

Ajay devgan : shukriya

Scene 10

Anil kapoor : munivar ki jai, bahut saal baad apke charan chune ka saubhagya

Arshad warsi : saubhagya mera ki aap mile

Anil kapoor : kaise ana hua , hamare dwaar

Arshad warsi : charcha meri yeh chal rahi hain ki ek aadmi zulm kyon karta hain

Anil kapoor : jab wah kisi doosre ya teesre ke saath dosti rakhne ki khwaish rakhta hain

Arshad warsi : isliye kaha jata hain ki achi sangathi ache gun , buri sangathi bure gun

Anil kapoor : kaise pata chal jati hain ki accho ke saath sangathi hain ya burayi ki sangathi

Arshad warsi : bujurg ko dekhne ki shamta

Anil kapoor : bujurg ki jo sahayta karta hain , use har waqt acho ki sangathi milti hain

Arshad warsi : agar bujurg ke saath dushmani ho to

Anil kapoor : loss of networking , papa se dosti rakhe to jeene ke gun milte hain , kaise bache bure
logo se

Arshad warsi : bure logo ki kab waat lagti hain

Anil kapoor : jab we dushmani ache logo se kare to unka sochne ki shakti japt ho jati hain , jab kuch
din beet jaye to jail ki hawa ka naamkarn kiya jata hain, bure log burayi nahi karte , we apni soch jo
achayi hoti hain use kho dete hain , isliye jo acha aadmi hota hain , wo har waqt khushmijaj hota
hain kyonki uski soch achi hone ke karan kabhi bhi daldal mein nahi fasta , parantu bure log soch buri
hone ke karan daldal mein faste chale jate hain , isliye never make panga with good people

Arshad warsi : oh !!!!


Anil kapoor : ache vichar dhara rakhne wale kabhi bhi burayi se virodh rakhte hain parantu kabhi bhi
sahayta nahi karte , bure log sahayta bhi kar dete hain , aur phir pachtate rehte hain , ek aadmi ko
pata chalna chahiye ki kab use backtrack hona hain aur kab doosro ke saath miljul kar kaam karna
chahiye

Arshad warsi : company film mein yehi baat ki gayi ki jab company ke sadasyo ne galat kaam uthane
ki koshish ki gayi , to ache aadmi ne istifa de diya ke we aise kaamo mein company ke ceo ki madad
nahi karega, he got saved , jab doosre log jaan bujh kar sahayta ceo ki karne lage to unhe jail jana
pada , soch backtrack ki nahi thi aur age ki soch burayi thi to bure log mile kyonki neki ka kaam nahi
tha to sab jail gaye sivay us nek insaan who backtracked and left the job, anuman lagana bure log
nahi kar sakte kyonki unke soch mein hi khot hain , isliye goodness is always rosy and tension free

Anil kapoor : Bure log fijul mein doosro ko dekhkar haste hain , baad mein buri tarah fas kar ache
logo ki achayi parakne mein lage rehte hain ,ki kaise bache musibat se

Arshad warsi : kaam mein tikna bhi ache logo ko achi tarah se aa jati hain , parantu bure log har do
teen saal mein job change ki lagan mein rehte hain , boring work

Anil kapoor : aapko hanuman pyara hain

Arshad warsi : haa ,

Anil kapoor : main iktilah kar deta hoon aapke ane ka , baat kar lijiyega , sukun

Arshad warsi : beshak , ache logo ki achi soch , bure logo ki buri soch ,

Anil kapoor : theek farmaya, mail chalta hoon

Arshad warsi : main theharta hoon , hanuman se milne ka baa chalunge

Anil kapoor : beshak

Scene 11

Arshad warsi : pranam hanumanji

Sanjay dutt : jai sree ram , jai sree ram

Arshad warsi : katha sunenge

Sanjay dutt : beshak

Kuch der baad


Sanjay dutt : wow !!!! That was news

Arshad warsi : ab batayiye zulm karna paap hain ya nahi

Sanjay dutt : zulm to akele wale par karte hain , mein har waqt vulnerable , isliye ekaki hona paap
hain , jab ek akela reh jata hain to thokre khana padta hain , humsafar ho to kuch khana naseeb hota
hain , kuch bimari ayi to ilaz ke liye koi le ja sakta hain , ameer banna aajkal majboori hain , na bane
to thokre khane padte hain , aajkal ki yug purane yugo ki tarah kaam nahi karti , purane zamane
were altruism , aajkal ke yug jaha par paisa aur kaam chori ki katha ho , waha par aajkal ki generation
payi jati hain . Insaan kabhi bhi akela nahi hona chahiye , aspatal gaya to mara gaya , aajkal service
industry bhi ek akele ko khana dene se katrati hain , aleeshan suite mein rehne ke liye family hona
jaroori hain , ek akele ki khwaish ho to thukra dete hain , bachelor har waqt deluxe mein hi rehta
hain

Arshad warsi : to aap zulm ka definition akelepan ki wajah batate hain

Sanjay dutt : aaj kal ki definition yeh hain , ki bacha agar paass ho to bhi you are not safe, pati patni
hona faydemand hain , bacha is liability, bacha kabhi bhi jaan hi nahi sakta , bujurg ki duvidha aur aaj
kal ghruna aur hamdardi na hona saath lekar ghumte hain , isliye mere anusar agar correct age
difference mein shaadi ho jaye to aaraam ki zindagi hain shadi shuda is compulsory society se
bachne ke liye

Arshad warsi : zulm kab nahi hota ,aapke hisab se shaadi is security

Sanjay dutt : haa , par bacha bhi ek hi hona chahiye na ki do , transportation ke hisab se dekhe to
hum do aur hamare do ab bhi bhi security hain , par kareeb se dekha jaye to mard aur aurat ke paas
kaam to hain par paisa nahi hain palan poshan karne ke liye , aajkal knowledge is so rampant ki ek
historian ki chahat aajkal mujh jaise log aur kafi logo ke liye compulsory ban gayi hain jo paisa wale
hain , kaliyug ane ke baad , sochan bahut hot hain aur tumhe desh aur videsh ki knowledge honi
jaroori, purane zamane mein videsh na jaye to safe ,non veg khana aajkal compulsory ban gayi hain ,
nahi khaye to ghoom hi nahi sakte

Arshad warsi : to ek shabd mein agar aapka anuman lagaye to marriage and death at 90 is safe for
both partners instead of bacho par nirbhar for safety

Sanjay dutt : haa !!! With money in hand plenty

Arshad warsi : thankyou , shukriya , ab main chalta hoon , indra ki sabha bula rahi hain , rambha
urvasi aur menaka ka dance show hain , main utsuk hu unse baat karne ke liye , alvida
Sanjay dutt : shukriya ane ke liye aur baat karne ke liye

Arshad warsi : bye

Scene 11

Arshad warsi : teen deviyon ko pranam

Priyanka chopra : dhanyavad, kaise ana hua

Arshad warsi : humare ko aajkal puchtash ki adat ho gayi hain , pehle vishnu ko samajh mein nahi ata
that ki prithvi kya hain , ab hum unke ustad ban baith

Aishwarya rai : munivar , kya pareshani hain

Arshad warsi : zulm kya kabhi hota hain ya nahi

Deepika padukone : agar zulm pasand aya to nahi hain zulm , agar pasand nahi aya kisi ka soshan to
zulm hua hain, bas yahi janna hian ki jiske saath hadsa hua hain usne apne aap se kya pucha

Arshad warsi : zulm agar hua to

Priyanka chopra : agar zulm hua to kitni der hua ka anuman lagana padta hain , agar waqt jyada liya
zulm sehne ke liye to karavas , agar kum samay mein zulm hua to chod diya zulm karne wale ko

Arshad warsi : zulm se agar kisi ka nuksan hua to

Aishwarya rai : networking ka daur hain , agar unche darj ka aadmi agar zulm karta hain to off the
court settlement , agar neeche darz ka aadmi ho to anuman lagana padta hain kitna soshan kar sakta
hain aur kyon, agar soshan karne mein kamyaab hua to jyada paisa ya kam paisa court settlement

Arshad warsi: media attention agar zulm ke khilaf gayi to

Deepika padukone : marne ki naubat hain ya nahi, agar marna nahi likha to outside the country
settlement , agar marne ki naubat ayi to village background settlement acting as farmer

Arshad warsi : aur jo zulm doosro par kar raha hain use kya dand milna chahiye

Priyanka chopra : politician banne ke chances kitne hain aur kaise, agar politician banne ke chances
hain to ummeedvar mein jyada paisa nichod dena chahiye , agar politician nahi banne ke chances
hain to politician ke bache ko kabhi bhi desh mein naukri nahi milni chahiye
Arshad warsi : agar jo zulm kar raha hain aur knowledgeable party hain to kya karna

Aishwarya rai : economist hain ya nahi , agar economist of nation hain to use jyada kaam milna
chahiye desh sudharne ka kaam , agar economist nahi hain to stoned to death or electric chair
punishment

Arshad warsi : agar jo zulm kar raha hain , to uske followers kya karna chahiye

Deepika padukone : transfer zulm karne wale ko dee ja sakti hain ya nahi, agar transfer di gayi to
house arrest karke chod di ja sakti hain , agar trasnfer nahi hain aur followers ne kaha ki wo hamare
saath hi rahega to pension of 5000 rs mein jiyega

Arshad warsi : aap teeno to dangerous khiladi hain , mujhe bach ke rehna padega

Teeno : jaroor , aurate dikhte to hum normal but agar zulm kiya to seena jori karke mard ko uda dete
hain , hum se jo takrayega choora choora kar denge ,,yeh aurate of 21st century hain , samjhe

Arshad warsi : yes madam , samjhe , never show your darker side , agar dikha to jaan bachi to lakho
paye, nahi to fukad

Scene 12

Arashad warsi : amitabh bachan ki jai

Amitabh bachan : narad muni ki jai , parantu aapne mera naamkaran theek se liya nahi

Arshad warsi : chitragupta ki jai

Amitabh bachan : ab theek hai

Arshad warsi :aaap subah se lekar shaam tak karte kya hain

Amitabh bachan : logo ki rekha badalne ka kaam

Arshad warsi : kaise , itne sare insanno ka aap ek saath hi safaya kaise

Amitabh bachan : log jab bure bante hain tab tak mera koi kaam hain hi nahi

Arshad warsi : log bure hi nahi hain ki aap aaraam kar sake

Amitabh bachan : bure tabhi kahi jati hain jab man hi man ek aadmi ko apne siva kosna nahi ata tab
tak insaan bura hi nahi banta , jab wo apne ko kosta rehta hain bina waqt gavaye tab mein prastuth
hota hun as chitragupta

Arshad warsi : to agar doosre usko kose to wo galat ya zulm kana aaap nahi mante
Amitabh bachan : is duniya mein zulm koi kar hi nahi sakta jab tak use yani vyakti ko abhas na ho
jaye ki usne yeh galat kaam kiiya hain , isliye kaal chakr ki ghoshna patra tabhi karte hain ki jab koi
maan ke chale ki i am bad , world is good , i am misfit , world isnt

Arshad warsi : oh !!! To galat ho raha hain yeh courts kaise decide kar le rahe hain

Amitabh bachan : tankhvah milti hain , kaam karna padta hain , zakhm sehna padta hain , isliye log
bure nahi phir bhi bura bol ke uda dalne ke liye aneko ne meri bhasha ka ulanghan kiya hain , agar
we mujhe jante hote to koi bhi doshi apne se badkar kisi ko maan hi nahi sakta, jab wo manega tabhi
mein hoonga nahi to gumshuda

Arshad warsi : to aapka asli kaam

Amitabh bachan : mrutyu lok ke dwar kholna jab insaan apne aap ko bacha na sake duniya se

Arshad warsi : logo ne jaan bujhkar agar use kisi bhi insaan ko uda dala to aap kya karte hain

Amitabh bachan : antim iccha puchkar phir se dharti mein bhej doonga taki insaan banne ka fayda
kya hain

Arshad warsi : aap insano ke rakhwale hain , pakshi samrajya ke nahi

Amitabh bachan : pakshi insano ko dekhkar chalta hain karke mein pakshi nahi balki aise insano ko
dekhne mein ruchikar rakhta hoon jo yeh keh sake

यदा यदा हि धर्मस्य ग्लाहिर्मव- हि र्ारि ।

अभ्युत्थाि- र्धर्मस्य िदात्र्ािं सृजाम्यिर््- ॥४-७॥

पररत्राणाय- साधूिां हविाशाय च दुष्कृ िार््- ।

धर्मसंस्था- पिाथामय सम्र्वाहर् युगे युगे ॥४-८॥

अथाम- ््थ:

जब जब र्ी धर्म का हविाश िुआ, अधर्म का उत्थाि िुआ,

िब िब र्ैंिे खुद का सृजि हकया, साधुओ ं के उद्धार और बुरे कर्म करिे वालो के संिार के हलए,

धर्म की स्थापिा के प्रयोजि से, र्ै िर युग र्ें, युग युग र्ें जिर् लेिा रिूँगा।
Arshad warsi : baki sab praniyon ka kya karenge

Amitabh bachan : jo follow us purush ka karte hain wo jyada jeevan jeete hain aur jo insaan us
manushya ka ulanghan karte hain , main use mrutyu ke dwaar khol deta hoon

Arshad warsi : to angels are protectors of earth

Amitabh bachan : agar we hi nahi rahenge to bhoomi chalegi kaise , in maarg darshako ko dekhkar
hi maine janam kundli sabki banayi hain , we hi nahi rahe to insaan ki keemat koi jaan hi nahi sakta

Arshad warsi : oh !!!! Angels of earth to follow

Amitabh bachan : yes , kyonki insaan se pehle , unki vesh dhara follow karne wale aur koi nahi aliens
hain jo insaan ko batate hain kaun angel hain aur kaun nahi,

Arshad warsi : statements for bhoom to follow

Amitabh bachan : bhoomi ko updesh , main bas yehi bol sakta hoon ki

follow else expire

Believe else die

Fight else debate

OM TAT SAT

END OF ZULM FILM

You might also like