You are on page 1of 3

Hello, Anyboli 

mein apka swagat hai. Anyboli ek after school, artificial


intelligence learning platform hai jo baccho ko deta hai ek aasaan, masti
bhara learning experience, matlab ab hogi padhai aur bhi asaan, aur bhi
mazedar.

Alternative Paragaraph

Ye deta hai smart learning ka ek anokha anubhav, humari AI technology


aur apke school teaching techniques ke bemisaal combination se.

(Hello main hon Alphie) aur main help karta hun students ki unki
padhai me, main regular smart jyada smart hu artificial intelligence ki
wzh se

Aisa kahte hain agar bacche poochenge nhin to seekhenge nhi, to


yahan baccho ko mujhse sharmane ki zarurat nhi. Bachhe jitne chahe
sawal mujhse kar sakte hain, bina kisi dar ke, kisi bhi samay, aur wo bhi
privacy ke sath. Han aur Ek baat, aur mere jawab google ki tarah
bachhon ko bhatkate nahi, balki bilkul sateek aur unke school curriculum
se milte huye hote hain,  kai bhashaon me, videos aur images ke sath 

Aur han question to mai bhi puchhta hun. Lekin galat jawab par unhe
danta nhi balki pyar se logic ke sath samjhata hu.

Students mere sath khub saari padai kar sakte hain. Jaise- short
answer, Chapter Summary, Practical aur diagram ki tayari, aur bhi bahut
kuch. Anyboli par bachhe ghar par bhi bahut kuch seekh sakte hain,
wahi teachers, Students ki progress check kar sakte hain. Aur agar
learning gap ho, ya kisi Student me koi weak point dikhe to use dur kar
kar sakte hain. Teachers apni har tarah ke study materials Anyboli par
upload kar sakte hain. Aur students in learning materials ko asani se
padh sakte hain

apko pata hai ki Aap Anyboli par apke books aur chapters list ko bhi
school ki books ke tarah banwa sakte hain. Aur apke school ke liye
welcome page bhi design hota hai, wo bhi curriculum aur school se milta
julta.

Aaiye apko batata hun kaise banata hai ye mazedar learning platform.
apko bas itna karna hai, school ka unique link bus bachchon se share
kren, bachche bas click karte hi start kar sakte hain. School ko kahin
bachho ka data nahi dena, Ye smart panel aapka data Class aur section
ke anusar khud admin panel pe filter aur update karega. Anyboli par
padhna aur padhana hai behad asaan.

Aur han! Agar aapke paas pahle se koi e-learning system ho to


ghabraiye nhi, Anyboli sabhi platform ke saath compatible hai.

To kya aap taiyar hain artificial intelligence ki power ke sath judne ke


liye? To aaj hi iss naye learning platform ko anubhav kijiye…. Anyboli
aur mere sath.  Alfieeeee

Script with Changes

Hello, Anyboli mein apka swagat hai, Anyboli deta hai smart learning
experience apne AI technology aur school teaching technique ke
bemisaal combination se.

Main hoon Alphie students ki dost, aur mai hoon regular smart se zyada
smart apni artificial intelligence se.

Kahte hain bache agar swal nahin krte to sikh nahin pate, par ab bache
jitney chahe sawal karein bina jhijhke, bina dare, kisi bhi samay poori
privacy ke sath. Aur han mere jawab google ki tarah bhatkate nahi, bilkul
sateek aur school curriculum se milte huye hote hain, kai bhashaon me,
videos aur images ke sath 

Aur han sawal mai bhi puchhti hun, aur galat jawab par dant ti nhi, balki
pyar se logic ke sath samjhata hu.

Students mere sath khub padai kar sakte hain. Jaise- short answer,
Chapter Summary, Practical aur diagram ki tayari bhi, Anyboli par
bachhe ghar par bhi bahut kuch seekh sakte hain, wahi teachers,
Students ki progress check kar sakte hain. Aur agar learning gap ho,
Student me koi weak point dikhe to usye dur kar sakte hain. Teachers
har tarah ke study materials Anyboli par upload kar sakte hain. Aur
students in learning materials ko asani se padh sakte hain

Apko pata hai, Aap Anyboli par books aur chapters ko school ki books ki
tarah list kar sakte hain. Aur school ka welcome page bhi design kara
sakte hain, wo bhi curriculum aur school se milta julta.
Aaiye apko batati hun kaise banta hai ye learning platform mazedar.
Aapko apne school ka unique link bachchon se share krna hoga,
bachche ek click se isey access karte hain. Sath hi teachers asani se
bachon ka data ikattha kar sakte hain, kyunki hamra smart panel bachon
ka data Class aur section ke anusar khud admin panel pe filter aur
update kar deta hai, toh hui na pdhai asan.

Aur han! Agar aapke paas pahle se koi e-learning system ho to


ghabraiye nhi, Anyboli har platform ke saath compatible hai.

To kya aap taiyar hain artificial intelligence ki power se padhai ko jodhne


ke liye? Aaj hi iss naye learning platform ko anubhav kijiye…. Anyboli
aur mere sath. 

You might also like