You are on page 1of 3

Ramazad ko kis tarah behtar se behtar guzare

ُ ِ َّ‫لُفِ ْی ُِهُ ْالق ْر ٰانُُهدًىُ ِللن‬


َُُ‫اسُ َُوُبَ ِی ٰنتُُ ِمن‬ ُْ ‫ضانَُُالَّذ‬
َُ ‫ِیُا ْن ِز‬ َ ‫ش ْهرُُ َر َم‬َ 
(Surah Al Baqarah Ayat 185) -ۚ‫ان‬ ُِ َ‫ْاله ٰدىُ َُوُ ْالف ْرق‬
‫رمضان کا مہینہ ہے جس میں قرآن نازل کیا گیا جو لوگوں کے لئے ہدایت اور رہنمائی ہے اور‬
‫فیصلے کی روشن باتوں پر مشتمل ہے۔‬
 Asmani duniya mein Ramadan ki wajah se badhi tabdeeli aati hai.
 Sarkash shayateen kahed kiya jate hain.
 Jannat ke darwaze khol diye jate hain.
 Aur har raat Allah ki taraf se awaz lagaye jaate, logon ko jahannam se
azad kiya jata.
 Jannat saal ke suru se hi agle saal ke liye sajai jate hai.
 Bahut sare farishton ke kaam aur naukri change ho jate.
 Allah ke jo khas farishte hai, kuch farishton ko Allah Tala sirf Roza
duaon ke duaon par ameen kehne par laga dete hai.
 Ramadan mein hasil aur pane ki sabse badi cheez jahannam se azadi
hai.
 Ramadan mein jab bhi hum ibadat ye neeqiyen kaen, is ehsaas se
karne ke Allah Tala mujhe dekh raha hain.
 Ramadan ki saree ibadatein Quran se judi hui hai jahan per bhi
Ramadan ka zikr aaya hai sath mein Quran ka bhi jikr aaya hai.

َُُ‫علَىُالَّ ِذیْن‬َ ُ‫ب‬ ِ ُُ‫علَیْكم‬


َُ ِ‫الصیَامُُ َك َماُكت‬ َُ ِ‫ ٰیاَیُّ َهاُالَّ ِذیْنَُُ ٰا َمن ْواُكت‬
َ ُ‫ب‬
ْ ‫نُقَ ْب ِلك ُْمُُلَعَلَّك ُْمُتَتَّق‬
(Accountability) (Surah Al Baqarah Ayat#183) َُ‫ون‬ ُْ ‫ِم‬
ُ‫اےُایمانُوالو!تمُپرُروزےُفرضُکیےُگئےُجیسےُتمُسےُپہلےُلوگوںُپر‬
‫جاو۔‬
ٔ ُ‫فرضُکئےُگئےُتهےُتاُکہُتمُپرہیزُگارُبن‬

ُِ ‫اسُُُتَاْمر ْونَُُُ ِب ْال َم ْعر ْو‬


ُُ‫ف‬ ُ ِ َّ‫تُُ ِللن‬ُْ ‫ْرُُا َّمةُُُا ْخ ِر َج‬َُ ‫ ك ْنت ُْمُُ َخی‬
ُِ ّ ‫نُُ ْالم ْن َك ُِرُُ َُوُُتؤْ ِمنُ ْونَُُُ ِب‬
-‫الله‬ َ َُُُ‫َُوُُت َ ْن َه ْون‬
ُِ ‫ع‬
ُِ ‫َُوُُلَ ُْوُُ ٰا َمنَُُُا َ ْهلُُُ ْال ِك ٰت‬
-‫بُُلَ َكانَُُُ َخی ًْراُُلَّه ْهُم‬
(Surah Al Imran Ayat 110) -َُ‫ون‬ ْ ‫ِم ْنهمُُُ ْالمؤْ ِمن ْونَُُُ َُوُُا َ ْكثَرهمُُُ ْال ٰفسِق‬

1. Niyat aur Planning.


Niyat: - Zindagi ka behtreen Ramadan guzre.
Planning: - Infradi (Allah ke sath khas taluk banana) Ibadat and ijtimai Ibadat with family
2. Quran se khas taluk.
Quran aise padho Jaise lag raha hai ki main Allah se baatein kar raha
hoon.
Quran ki akhri manzel apni family ke sath padhe (Surah Qaaf-50 to Nass) 
Ammale kamu ka ek list banaye jin pa humne kaam karna hai.
Bacho ka Eman ki fikr ki awareness aayega.

3. Gunahon ko chodne ka ehtemam karen.


Phone aur Zuban ka galat istemal na karen

4. Nekiyon ki justuju mein lagna.


Ba jamat Namaz ka ehtimam.
Kisi to hamare zaat se takleef na ho.
Har ek se muskura kar miliye.

5. Qiyamul lail ka ehtimam


Raaton ki Ibadat

6. Zikr ka ehtemam.
Ramadan ki Nabvi Zikr

 ‫ال إله إال هللا‬


Iske alawa aur bhi alag alag kalimat aur darood sharif ka ehtemam karen

7. Duaon ka Ehtemam.
Do waqt khas dua ke hai

Iftar ke waqt
Tahajjud ke waqt

8. Infaq fi Sabilillah.
Basic Infaq

Apne khane ke sath kisi gareeb ka khana.


Apne ration ke sath kisi gareeb ka ration.
Apne shopping ke sath kisi gareeb ki shopping

9. Deen ke kaam ko jari rakhna.


Aap jin zimmedaariyon ke sath lage hue hain unko ehtram se kariye, balki Ramadan main acha se
acha karen

10.Amale Ramadan ka ethemam karen.


Ramadan ki na Qadri se bachaye  Waqt ki hifazat kare.
Laylatul Qadr and Itikaf
Ye Allah ki razamandi hasil karne ka mahina hai.
Jannat hasil karne ki fikar ka mahina hai.
Shopping free Ramadan

You might also like